742443 |
Group: Members Joined: 19th Mar, 2009 Topic: 1 Post: 3 Age:
33
|
|
Posted on:20th Mar 2009, 1:11am |
|
|
How To Prevent Pregnancy After Intercourse
Salam, me yeh janna chahta hu k after intercourse k kitne dino baad pregnancy ko roka ja skta hai, Is ke elawa agr koi ahtiat na kare aur at the time of mensis date agar mensis na hu to kis tarah se preganacy ko roka ja skta hai i mean koi medicine wagera, Plz help me , Its very urgent
|
742443 |
Group: Members Joined: 19th Mar, 2009 Topic: 1 Post: 3 Age:
33
|
|
Posted on:20th Mar 2009, 2:11am |
|
|
Preganancy Symtoms I am still waiting for your quick response
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6612 Age:
54
|
|
Posted on:20th Mar 2009, 4:07am |
|
|
aap unmarried ho male ho ... phir aap ko iski kiyouN zaroorat hai.......???
khodah nah khaastah kaheeN kissi karay haraam maiN to molawwas nahi hogaye... bahar kaif, sooratay haal jo bhi ho... agar kuch ghalat hogayaa hai to Allah say maafi maango, taubah karo....... aur motasserah laRki ko fauran say peshter kissi gynae k pass lay jaayo... yeh bahoot zaroori hai. yahaaN aisee koi advice nahi milsakti k aap ka maslah hull hojayee... aur haaN dounouN fareeqain ko jald az jald shadi karnay ki taraf bhi tawajjah deni chahhiyeh takay iss gunaah ka kuch to kaffarah adaa hosakay... warnah laRki ki zindagi to tabaah hojayegi |
742443 |
Group: Members Joined: 19th Mar, 2009 Topic: 1 Post: 3 Age:
33
|
|
Posted on:20th Mar 2009, 5:19am |
|
|
Preganancy Symtoms Sir, me bohat sharminda hu aur is k lie me Allah se roz maafi mang raha hu Allah mujhe mere gunahoo ke lie maaf kare. Actually 14 feb ko emotionally me ne use hug kia tha jis ki waja se mere kuch drops us par gire the. but we were with dress but both were in cotton suit jo k bohat patla kapra hota hai. isi waja se bohat pareshani hu. aur ab aaj ke dino me us ki dates hai magar mensis bilkul stop ho gai hai, aur use koi feeling bhi nahin hai. is lie me pareshan hu.
plz reply urgent |
Kali Zuban |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1792 Age:
28
|
|
Posted on:20th Mar 2009, 12:22pm |
|
|
re: prevention of pregnancy intercourse ke baad pregnancy ko nahi roka jaa sakta, pregnancy rokne ke liye jo kuch bhi kerna hota hai wo intercourse se pehle hi kerna hota hai.
agar menses date per menses na ho tu pregnancy ka shak hota hai, pregnancy ke shak ko pregnancy test ke zaria door kia jaa sakta hai. aap ko mashwara hai keh agar time per menses na aaye tu pregnancy test karai.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:24th Mar 2009, 5:40am |
|
|
agreed me also agreed to replies |
|