sobia777 |
Group: Members Joined: 25th Sep, 2007 Topic: 56 Post: 179 Age:
23
|
|
Posted on:28th Jun 2008, 6:19am |
|
|
Pregnancy:Position Of My Baby
its my 6th month of pregnancy mai doctor k pas checkup k lye gai thin aunhoon nay mujy bataya gaya k maira baby aulta hai means legs neechay aur head auper ki taraf hai maira abdomen uper ki bajai zara neechay say ziyada bahir ko nikal a raha hai kahin koi problem to nhi hogi please batain
Note: Don't Start 2 Topics With Similar Questions. Your Previous Similar Topic Is: 6th Month Of Pregnancy:Want Suggestion?
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:28th Jun 2008, 6:28am |
|
|
sobia dont u worry dear....belly neechay se hi ziada berhti hai aur uper se kum....bad mein shape sahi lagnay lagti hai...koi bi problem nahi ho ga
baki raha...baby ki position ka sawal ...to dont worry....abi 6th month hai....abi to delivery mein kafi time hai....InshaAllah tub tak postion bilkul normal ho jaye gi...abi wese bi baby ki free movement ho gi....7th month k bad ja k baby ka head fix hota hai aur positioon bi fix ho jati hai....abi to fix nahi hua...InshaAllah tub tak set ho jaye ga....bus ap daily walk kia keryen thori der k liye.... |
sobia777 |
Group: Members Joined: 25th Sep, 2007 Topic: 56 Post: 179 Age:
23
|
|
Posted on:28th Jun 2008, 6:40am |
|
|
zeb doctors nay mujy walk karnay say m,ana kia hai kehtay hain k ziyada walk karnay say delevery jald ho jati hai means k 7 or 6 month mai b |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:28th Jun 2008, 7:53am |
|
|
sobia sobia...aksar babys ki direction shuru me aisi hoti hai..lekin bacha 9 month ke kareeb pohanchne tak apni direction khud ba khud change karta hai..kabhi kabhi dilivery se chand ghänte pehle bhi change kar leta hai...normal dilevery ke lye bache ka sarr niche ko hona chahye..albata agar na ho to operation kiya jata hai..lekin ye bhi koi aisa massla nahi hai..ajkal har 2 dilevery operation se hoti hai...,lekin ab ap waqt se pehle is bat pe pareshan na hon..bache ki direction change hogi abhi |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:29th Jun 2008, 6:53am |
|
|
sobia777 i,m agree with zeb & sunehri baby ki position abhi change hosakti hai bas aap wazni kaam na karen to halki phulki walk se bhi koi masla nahi hai. aur mai aap se ye bhi kehna chahongi k chunke aap k tamam matters pregnency se related hain to aap aik hi thread mai tamam swal poochen kiyon k baaz aukat aap k naam se milte julte topic mai sab nahi attentive hote is liye jab aik swal ka munasib jawab miljaye to next question ussi thread mai start karden is tarha aap ko bhi sahoolat hogi. |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:29th Jun 2008, 8:50am |
|
|
muhtarma awwal to yeh keh posiotion aisi hi theek hai. bachay ka sarr neeche aur tangeN ooper hi honi chahiye, birth delivery me bhi pehle sarr hi bahir nikalta hai amoomi taur par. iss liye ghabraye nahi.
doosri baat, agar aap ke doctor ne aap ko yeh mashwara diya hai kay zyada walk nahi karna , to zyada walk na kijiye, siraf talk kijiye.
aur iss baar bhi i am agreed with maryam, ajeeb si baaten horahi hain iss forum me aaj kall, siraf optical software hi change nahi horahi. ;-)
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:29th Jun 2008, 9:02am |
|
|
doctorji kabhi ghalti se meri kisi bat se bhi agree kar liya karain....maine bhi wahi kuch kaha jo maryam ne kaha hai ;-) |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:30th Jun 2008, 3:10am |
|
|
sobia ok dear abhi agar apko Dr ne ziada walk kerney se mana kiya hai to abi walk na keryen....wo ziada behter samajhtey hon gey...
lekin 9th month mein jitni ziada walk keryen gi utna ap k liye acha hai....delivery mein asani ho jati hai |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:30th Jun 2008, 5:00am |
|
|
doctor ji kiyon heran par heran kar rahe hain mujhe heart attack na hojaye aap theek to hain na:) |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:30th Jun 2008, 5:21am |
|
|
maryam Allah muaf keryen...
itni si bat per heart attack ho jaye ga ap ko.... ;-p |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 3:10am |
|
|
maryam kahan gayen ap
jawab to diya nahi ap ne ;-p |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 4:53am |
|
|
zeb is baat ka mai kiya jawab doon mujhe to bus ye herat horahi hai k mai itni aqalmand hogai hoon:) |
Red Chilli |
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4968 Age:
|
|
Posted on:1st Jul 2008, 5:37pm |
|
|
Maryam aunty Mubarik ho aap aqalmand ho gayi hain...lol
|
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:2nd Jul 2008, 11:22pm |
|
|
sweet chilli bus kiya karon aap ki meherbani hai:) |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:3rd Jul 2008, 4:04pm |
|
|
yeh kiss ne kaha? haha waisay yeh kiss ne kaha hai ke aap aqalmand ho gayi haiN? aisay insaan ko hazir kiya jaaye darbaar me. usse uss ke kiye ki khatir khwah saza ya jaza dee jayegi. ba khabar hoshiyaar barkhurdaar. ;-)
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:3rd Jul 2008, 4:20pm |
|
|
doctorji kabhi thodi si idhar udhar bhi nazar kar liya karain..........i am online....... |
Red Chilli |
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4968 Age:
|
|
Posted on:3rd Jul 2008, 4:26pm |
|
|
Maryam aunty jab taak sara moamalah clear nahi hota ..us waqt taak main apni mubarakbaad wapis leti hoon..baad mein wapis ker doungi....lol
|
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:6th Jul 2008, 3:04am |
|
|
doctor ji ye qasoor mera apna hai k mai ne khud ko aqalamand samjha mai darbar mai hazir hoon lekin un ka kiya karenge jo mere sath agree karte hain bashamool aap k:) |
|