Pimples On Testical: What Are The Treatment?
A.O.A pehaly tu is site ka shukria jis hum jaisay logoon ka bhla hua actually meray testical par danay hein jo kay kharish ki waja say hein, lakin mujhay bahut buray lagtay hein, in ka color skin ki tarha hay, in mein peep waghaira nahin hay, in ki waja say dard bhi nahin hota, aur jab mein kharish karta hoon bahut maza atta hay. anqreeb meri shaddi honay wali hay, aur mein preshan hoon keh meri bagum ko yeh acha nahin lagay ga plz koi medicine batin jis yeh tekh ho jayin thanx
|