RE:-hussain SALLAM TO ALL FRIENDS
Bhayee main ghusa nahin kar raha main nai to apki baat ka saat diya ta.Kai agar ISLAM kisi cheez sai rokta hai kisi ko to us main koyee masla zaroor hoga.Aur yai zaroori nahin kai DOCTOR kahai ya koyee molvi agar ISLAM nai isai acha nahin kaha hai to yai kisi bi halat main acha nahin hai.Aur main nai yai to nahin kaha kai app mastzani khud karna chahtai hoo.
Bhayee har kisi ko apnai QABAR main sona hai agar main app ki taraf aik inly pakarta hoon to aur 4 ungliyaan main apnai taraf rakta hoon.To main kisi ko kisi cheez sai mana nahin karta.Lakin is forum main aisai bohat sai members hain jo bacho wali harkatain kartai hain.zara zara ka akai ISLAM main poochtai hain.Halankai inai pata hota hai kai yai agar INSAAN kai nazar sai daika jayee to ghalat hai.
Main kisi par ghussa nahin karta hoon Q kai mujai HAQ nahin hai apnai sai barai par ghussa karnai ki.Waisai har sawal karnai sai pehlai zara insaan ko sochna chahiyai kai main kya bool raha hoon.
NOTE:-sorry if my words hurt anyone.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |