sohailk |
Group: Members Joined: 19th Apr, 2008 Topic: 1 Post: 1 Age:
31
|
|
Posted on:19th Apr 2008, 3:21pm |
|
|
Penis Sucking: What Does Islam Says?
Dear Doctor Sb , mera yeh sawal hai ke kiya meri wife mera penis ko suck kar sakti hai ? islamic rules kiya hain is baarey main aur medical kiya kahta hai ? please reply me ...
|
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 7:10am |
|
|
sohailk islamic rules is act say mana nahi kartay ...............albatta mEdicAL is say us wakt mana karti hai jab appkay genitials saaf aur paak na hon........kyunkay jarasem moun k zaryai app k ander jasaktay hain..........is liyain ye act karnay say pehley apne app (specially private parts) ko pehley pak saaf kerliya jaye tou acha rahay ga..........
|
razi_82 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 370 Age:
31
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 7:16am |
|
|
hitman bhai aap ne islamic rules ka refrence kese dia ? aap ne kabi kisi darul afta se fatwa lia hay is par? plz yaar khuda k wastay bhai islamic rules par fatwa mat dia jaye bager kisi fatway ya tasdeeq k......aur plz aap itne zor se islamic rules ka keh rahy hain k un main mana nahi hay to ab aap ko chahyay k aap apni hujat pori karain aur 2,3 barhay darul afta se fatawa lein is maselay par ....... |
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 7:23am |
|
|
razi theek hai , app ko jo info hai is baray main plz hamain bataye..........phir main bataoon ga k main nay kahan say dekh kar answer diya hai............
|
razi_82 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 370 Age:
31
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 7:41am |
|
|
hitman bhai jab aap kisi cheez ka islami hukum bataty ho aur khas kar tab jab wo cheez mashkook ho chhupi hoi ho zahir na ho tab aap ko chahyay k us par refrence dia karain sirf islamic rule na kaha karain ..bhai main ne aap ko sirf itna kaha hay k kisi islami idaray se is par fatwa lein .... |
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 7:49am |
|
|
Razi_82 Ye topic is forum par dozen times discuss hochuka hai..........aur tamaam solid knowledge rakhnay walay members nay wohi answer diya hai jo main nay upper biyaan kiya hai .........is liyain app ye nahi keh saktay k main apni taraf say bol raha hon ya without knowledge......
is forum par ek hi tarha k question reapeat hotay rehtay hain jinko pehely bhi buhut baar detail main discuss kiya jachuka hota hai ......... is liyain hamain unkay answer yaad hochukay hain..........
app kyunkay abhi new ho yahan ..........jabhi appko shayad is baat ka pata nahi .........appko advice hai k search box main oral sex , penis / vagina sucking .....likh kar search karain.........
|
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 7:54am |
|
|
Read It The issue of Oral Sex in Islam is controversial among Islamic Scholars. Some allow the practice and some disapprove. However, the generally known Islamic rule is that whatever is not Haram (banned) in the Quran, nor by a prophetic statement or behavior, is to be allowed; as principally everything is allowed;
the exception is what was prohibited by Allah or by his messenger. Based on this principle, oral sex is an allowed act. Furthermore, oral sex is licit, as long as it is practiced between
husband and wife, same as for every other sexual practice. The basic
ruling is licitness from head to toe with the exception of Anal Intercourse--
|
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 7:56am |
|
|
The above line was taken from wikipedia U cAN aLSO sEACRh It On Wikipedia With The name Of "Oral Sex In Islamic Law"
|
razi_82 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 370 Age:
31
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 7:58am |
|
|
bhai plz kis ka refrence hay ye kis aalim ka? kis ne aap ko kaha hay k sex main kia kuch jaiz hay? aap ne deen ka ilm hasil kia hay jo aap us par expert ban sakty ho kisi ki baat samajhne k liye bi? mere bhai main ziada behas nahi karna chahta mujhe binori town ya darul uloom karachi ka fatwa chahyay bas baat khatam... |
razi_82 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 370 Age:
31
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 8:03am |
|
|
main sirf itna janta hun k jab mera court main koi problem hota hay to wakeelon se mashvara karta hun , koi medicaly problem hota hay to medical field main jo experts hotay hain doctors un se mashvara kia jata hay aur jab mamla deen ka hota hay to phir kisi idaray se us par fatwa lia jata hay aur fatway main idara daleel aur proof khud deta hay.....
main kisi aham deeni mamlay par bager fatway k kisi doctor aur wakeel ki ya kisi professer ki baat maannay ka qail nahi hun agar wo ulma-e-deen k againts jaye to main ahmyat ulmay-e-deen ko doonga kiun k unhon ne deen ko apni zindgi laga kar seekha hay ek tarteeb se jab k us tarah ek doctor , profeeser ya wakeel ne deen nahi seekha.... |
razi_82 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 370 Age:
31
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 8:05am |
|
|
hitman bhai mujhe sharam aati hay esay maselay pochhne se aur wo bi ulma se ek fitri sharam feel hoti hay...aap plz jayien kisi darul afta aur fatwa lein... aap log is par itna duscus kartay ho aur wo bi islamic rules ka keh kar bager refrence k to plz main sirf aap logon ki aakhirat ka khauf feel kar k aap ko sirf itna sa mashvara deta hun k pehle aap nabi s.a k warison se us par pochhain phir islamic rule kahain kisi baat par.... |
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7336 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:20th Apr 2008, 8:13am |
|
|
oral sex is prohibited Oral sex is strictly prohibited in islam. |
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 9:20am |
|
|
Builder App ek kaam karain , khud fatwa lekar aye aur hamain bhi sunaye.........theek hai
|
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 9:23am |
|
|
kesi sharam bhai jaan, jab app fatwa k baat kartay ho tou app ka farz banta hai khud say maloom karkay aoo, is main sharam ki kya baat hai bhai , koi gunah karnay tou nahi jarahay na,.......fatway ki baat appnay ki hai main nay nahi
|
BeautyStar |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3598 Age:
26
|
|
Posted on:20th Apr 2008, 10:04am |
|
|
Oral - Sex Joo bhi Aalim / Mufti / Islamic Scholar yah kahta hai k Oral-Sex is Prohibited uss se sirf app Islamic-Reference (Quran + Sahih Ahadees)
mang leein.. agar uss k pass hai tou mujhey bhi batadein.. nahi hai tou
uss Aalim ko bolein k KHUDA k liyah logon ko ghalat rah per gamzan na
karein aur ALLAH se darein.
GoodMan I am desperately waiting for Islamic-Reference regarding Pohibition of Oral-Sex .
Razi-Bahi Islam
ma sirf Binori town ya Darul-Uloom ka fatwa kaafi nahi hai.. kisi bhi
Aalim / Mufti / Sholar-Islam ki baat ki base Islamic-Reference per hone
chahiyah... hamarey 4 bardey Aaemah Karam (Hunbali , Hanfi ,
Ahle-Hadees , Shafi) ne bhi yahi baat kahi thee k agar hamare koi bhi
baat ALLAH & uss k Rasool (S.A.W) k against hoo tou uuseey deewar
per de maroo.. jab woh itne bardee Islamic-Scholar hooo kar yah baat
kahte hain tou phir Ajj-Kal k Aalim se bhi issi ki tawaqoo ki jaane
chahiyah.
|
|