New |
Group: Members Joined: 24th Mar, 2008 Topic: 61 Post: 226 Age:
36
|
|
Posted on:23rd May 2008, 3:36am |
|
|
No Menses Since 19th April: Is My Wife Pregnant?
meri wife nain 9april ko menses kai baad ghusal kia tha. meri shadi 12april ko hoi or phir us ko menses 19 april ko shuru ho gai lakin ab is month abhi tak usai menses nahin hoai. kia woh ab pregnant hai. bazahir to koi ilamat nazar nahin a rahi, nahi breast pholai hein nahin woh chirchari hoi hai. dua karein woh pregnant ho. mein bohut kamzoor hon aur masterbation bhi 15-16 saal tak ki hai. shaadi sai 2-3 months pehlai hi chori hai. kia masterbation ka sperm ki quantity aur quantity per impact hota hai.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:23rd May 2008, 4:44am |
|
|
New Dear u said,
"meri wife nain 9april ko menses kai baad ghusal kia tha. meri shadi 12april ko hoi or phir us ko menses 19 april ko shuru ho gai lakin ab is month abhi tak usai menses nahin hoai...."
is bat ki mujhey sahi tarhan samajh nai ayi....ap ki wife ne ghussal kia 9 april ko....aur 10 days bad dobara se menses aa gaye?????? ap ye batiye k ap ki wife ko 19 april se pehle menses kub aye they??? ap ki wife ka menstrual cycle kitne days ka hota hai???? regular hai ya irregular????
"...kia woh ab pregnant hai. bazahir to koi ilamat nazar nahin a rahi, nahi breast pholai hein nahin woh chirchari hoi hai. dua karein woh pregnant ho...."
dear pehle ap merey sub sawalon ka jawab deyn phr main kisi nateejey per pohnchun ga aur ap ko bataun ga k ap ko kia kerna chahiye.....aur han ye sub alaamat itni jaldi start hona zaroori nahi hotey...so dont worry.....meri dua hai k wo pregnant hon....
".....mein bohut kamzoor hon aur masterbation bhi 15-16 saal tak ki hai. shaadi sai 2-3 months pehlai hi chori hai. kia masterbation ka sperm ki quantity aur quantity per impact hota hai."
there is no impact of masturbation on sperms quality aur quantity.....so dont worry abt this issue.... |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:23rd May 2008, 9:54am |
|
|
new aam halaat mein periods ka cycle 25 se 45 din ka hota hai..jo ke normal hota hai..aap ki baat se zahir hota hai ke on ko 9 din ke baad phir periods ho gaye..meri nazer main yeh normal nehin hai..aap pregnancy k bijaye pehle on ka periods ka masla hal kare..means on ke cycle theek karwaye..
mera mashwara hai ke aap apni wife ko lady dr ke pass check up karwaye..9 din ke baad periods nehin hone chahein.. read this. Menses (Mahwari)
baki aap aur member k jawab ka wait kare. |
kashifkbr |
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 2 Post: 14 Age:
34
|
|
Posted on:23rd May 2008, 10:12am |
|
|
new Dear sab se pehle aap 5 din or intizar kare allah behtar kare ga agar mensis nahe hoe to phir aap>>>> apni wife ka subha pehle time ka chota peshab kise small bottle clean ho us me dal ke kise be labotry me pregnency test karwae aap ko maloom pad jae ga ke your wife is pregnant or not |
New |
Group: Members Joined: 24th Mar, 2008 Topic: 61 Post: 226 Age:
36
|
|
Posted on:24th May 2008, 3:40am |
|
|
Zeb is bat ki mujhey sahi tarhan samajh nai ayi....ap ki wife ne ghussal kia 9 april ko....aur 10 days bad dobara se menses aa gaye?????? ap ye batiye k ap ki wife ko 19 april se pehle menses kub aye they??? ap ki wife ka menstrual cycle kitne days ka hota hai???? regular hai ya irregular????
19 april sai pehlai woh 9april ko nahai (ghusal) thi. ji 10 din baad dubara menses agai. pehlai aisa kabhi nahin hoa uskai saath, shaadi kai foran baad hi hoa hai. cycle takreeban 31 days ka hai. |
New |
Group: Members Joined: 24th Mar, 2008 Topic: 61 Post: 226 Age:
36
|
|
Posted on:24th May 2008, 6:00am |
|
|
Zeb what are symptoms of irregular menstrual cycle? |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:24th May 2008, 5:46pm |
|
|
new read this about symtoms : Pregnancy Symptoms |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:28th May 2008, 4:05am |
|
|
New ok dear....main samajh gya hun k ap ki wife ko rpehele regular cycle tha but shadi k bad unhen 10 days k bad hi dobara se menses aa gaye....its shows that it was an irregular cycle....
irregular cycle wo hota hai jis mein koi pata nahi hota kabhi lady ko 28 din bad menses aa jatey hain phr agli bar 34 din bad, phir 26 days bad, phr 28 days bad, phr 36 days bad....is tarahn hi chalta rehta hai...means k koi exact ek figure nahi chal raha hota, kabhi kitne din gux=zertey hain kabhi kitne....
im agreed to veer k cycle minimum 25 aur maximum 45 days ka hona chahiye....lekin ap ki wife ko shadi k foren bad 10 days bad hi dobara menses aa gaye they....is mein wese ghabraney ki bat nai hai kion k shadi k bad bohat si larkion ka cycle disturb ho jata hai....phr ahista ahista sahi ho jata hai....aur is ka matlab ye nahi hai k irregular cycle mein pregnancy nahi hoti....noooooooo.....its wrong....irregu;ar cycle mein bhi pregnancy ho skti hai....
ab jese k ap keh rahey hain k wife ko 19 Apr k bad menses nahi aye...to ho skta hai k wo pregnnat ho chuki hon....aj 28th hai....agar ap ki wife ko abi tak menses nahi aye to kal subha subha ka pehla urine kisi achi lab mein test kerwayen ...result aa jaye ga.....agar result negative aye to phr is ka matlab hai k ye bi un ka irregular menstrula cycle hai aur kuch dino mein apki wife ko menses aa jayen gey....
i hope u understand....and will reply soon |
New |
Group: Members Joined: 24th Mar, 2008 Topic: 61 Post: 226 Age:
36
|
|
Posted on:31st May 2008, 7:23am |
|
|
Zeb yes, i fully undrstand u. 25th ko pregnancy test strip sai check kia tha laikin result -ve tha.
abhi tak ukai menses nahin ai to kia mein lab sai check karwaon urine ka ya phire dobara pregnancy test strip sai check karwaoon..
aik aur baat keh ab mujhe intercourse band kar dena chai hai agar woh pregnant hai |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:31st May 2008, 8:07am |
|
|
may be may be or may be not.
siraf menses ke naa aane se kuch nahi kaha jasakta, hatta ke yeh jo pregnancy test hota hai woh bhi koi htami faisla nahi hota.
issi kaa naam medicine hai. baharhaal i hope ke aap ki begum pregnant hon, if u both want, of course. acha chalta hun.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:4th Jun 2008, 4:29am |
|
|
new sorry for late reply dear
main kafi din nahi aa saka
i was out of station
anyways
dear ap ne ab tak test kerwya hai k nai????/ agar nai kerwaya aur apki wife ko abi tak menses nahi aye to foren urine pregnancy test bi kerwayen aur sath hi blood test bi kerwa leyn...its name is Bhcg test.....is mein pregnancy her haal mein confirm ho jaye gi....agar na hui tub bhi is test ka result bilkul sahi hota hai...
then tell us... ok |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:9th Jun 2008, 2:40am |
|
|
new Kia hua new?
kahan hain ap?
is everything ok...........?
ap ne jawab hi nai diya phr..... |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:10th Jun 2008, 2:16am |
|
|
new ????????????? |
New |
Group: Members Joined: 24th Mar, 2008 Topic: 61 Post: 226 Age:
36
|
|
Posted on:10th Jun 2008, 6:55am |
|
|
ZEB sorry kafi dinon sai mein forum per nahin a saka. she is not pregnant because her menses started on 2nd june and ended on 7th june.
ab mujhe kisi doctor sai consult kerna chai hai uskai menses kai barai mein |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:10th Jun 2008, 7:00am |
|
|
new no
ab koi zaroorat nahi hai
bcoz un k menses abi irregular huye wuye hain
aisa shadi k bad kabhi kabhi ho jata hai
no need to worry bat this issue
agar ap pregnancy chahtay hain to ab ap 10th june means aj se ley ker 20 june tak daily din mein 2-3 bar sex kiya keryen....
InshaAllah Allah kahir karay ga....aur han udas bilkul na hon...aulad dena sirf Allah k hath mein hai...ap apni taraf se koshish jari rakhiye....agay Allah jo kerta hai usi mein behteri hoti hai....aur wese bi jo ap k hissay ki aulad hai wo to ap ko milni hi hai....chahay ab miley ya kuch din bad...miley gi zaroor...
to bus ap koshish jari rkheyn....jo days main ne bataye hain un mein jitni dafa ho sakey sex kertey raheyn....20th june tak kertey raheyn....aur bus Allah se dua kertey raheyn...ok |
New |
Group: Members Joined: 24th Mar, 2008 Topic: 61 Post: 226 Age:
36
|
|
Posted on:13th Jun 2008, 3:11am |
|
|
Zeb Thanks for your suggestions. app kai kehne per mein roz aik dafa intercourse kar rahan hun, 2 yan 3 dafa mushkil hai kyonkeh meri aik dafa kernain sai hi bas ho jati hai. semen bhi din badin kam hota jaraha hai aur erction bhi kam ho rahi hai. is ka kia ilaj karoon. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:13th Jun 2008, 6:55am |
|
|
new how can u say k semen kum hoti ja rahi hai ...
ap ne apna semen test kerwaya hai k nai?
|
New |
Group: Members Joined: 24th Mar, 2008 Topic: 61 Post: 226 Age:
36
|
|
Posted on:14th Jun 2008, 2:25am |
|
|
Zeb jab andar discharge hota hai to pata lag jata hai money kam nikli hai keh ziada. jab ziada hoti hai tab bhi ata chal jata hai aur jab kam phir bhi
nahin meinin apna semen test nahin karwaia |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:14th Jun 2008, 2:47am |
|
|
New dear semen ka ziada ya kum hona zaroori nahi hota....just 1 drop of semen se bi bohat kuch ho jata hai...bcoz us drop mein bhi bohat sarey sperms hotey hain aur ap to jantey hain k pregnancy k liye sirf ek sperm ki zaroorat hoti hai...
so quantity does not matter....
agar ap ko apne semen per shak hai to apni tassali k liye apna semen test kerwa leyn....i think ye sub apka wehem hai....u r normal person yar |
New |
Group: Members Joined: 24th Mar, 2008 Topic: 61 Post: 226 Age:
36
|
|
Posted on:14th Jun 2008, 3:55am |
|
|
zab mein is baat sai bohut dara hoa hun keh meinin bohut zida masterbation ki hai. bohut ziada. |
|