MasturBation ChhorNay ki Tarkeeb! ye past hosla logo ki batain hain k adat nahi chhut-ti,,, insan ko ashraf-ul-makhlookat kaha gaya hai.. insan mai will power honi chahiye sab kuchh kar sakta hai.
1-namaz buraee or behayaee k kamo say rokti hai,,, to sab say pehlay namaz ehtamam k sath parhna shuru karo. shuru shuru mai agar dil na karay to sirf FARZ namaz parh lia karo, masjid dor hai to ghar mai hi namaz parh lo, lekin namaz parho. 2-koshish karo k ziada tar ba-wuzu raho. 3-apnay buray dosto ko including girlfriends ko chhorr do, sirf telephone par bi bat hoti hai to wo bi khatam kar do. (ye sab say mushkil kam hai lekin kaRna ho ga) 4-study kartay ho to study k liye din mai kuchh time fix kar lo. 5-free time milay to computer games khelo, ya apni pasand ka audio music suno. 6-koshish karo k family members k sath mil kar tumhara time guzray. 7-subah school / college janay say pehlay naha kar or wazu kar k jao .
1-aik bohat important bat, shuru shuru mai namaz parho gay to shaed tumhe aisay lagay k jab ki namaz parh raha hon, merey sath bura hi ho raha hai, i mean logo ka behave tumhe shayed pasand na aye ya koi bi waja ho sakti hai,, to samajh lena ye tumhara test ho raha hai Allah ki taraf say,, himat say kam lena or namaz na chhoRna, ahista ahista sab theek ho jaey ga.
2-jab tum naiki k rastay par lag jao gay to tumhai buraee kaRnay k bohat chances milay gay, or ye shaitan ka hamla hai,, is say bi bachna bohat zaroori hai. |