mani har hal mai nikale jab insan jawan hota hai tu os ke andar jinsi hormone nikalte hai. jinsi hormone ki wajah se mard ke andar darhi monch aur zere naf bal ate hai. penis ka size bara ho jata hai aur bap banne ki salahiat paida ho jati hai. mani aur mazi ka nizam shuru ho jata hai.
lehaza jawan hote hi medical science aur mazhab dono ka mashwarah hai keh jald se jald shadi kar li jai. takeh mubasrat ke zaria apna mani nikal sake. lekin jo log shadi nahi karte hai on ka mani jism mai jama hota rahta hai jis ki wajah se jinsi khialat ate rahte hai. jinsi khialat ki wajah se mazi ata rahta hai.
lehaza medical science kahta hai keh agar ap jinsi khialat aur mazi se bachna chahte hai tu baqaidgi se mani nikale. mani nikalne ka sahe tareeqa hai keh ap shadi kare aur mubasrat ke zaria bivi ke andar nikale. mani nikalne ka ghalat tareeqa hai keh ap masturbation ke zaria nikale.
mani har soorat mai nikale chahe sahi tareeqa se ya ghalat tareeqa se. agar ap mani nahi nikale ge tu ap ko mazi ata hi rahe ga. aur mazi ka masla kabhi bhi hal nahi hoga. |