amss Leucorrhea koi bimari nehin aur na he es ke ilaj ki zaroorat hai.ager Leucorrhea zaida smell wala aur thick nehin hai to pareshan hone ki zaroorat nehin.
periods ke duran bhut se khawateen ko pain hoti hain.kisi ko kamar mein aur kisi ke pait mein.aur kisi ko legs mein aur kisi ka sar dard bhi hota hai.lehaza pareshan hone zaroorat nehin.shaadi ke baad yeh problem khud ba khud theek ho jaye ge.leucoorhea ki waja se pregnancy mein koi problem nehin hoti. read this: Leucorrhea
yes aap periods ke duran pain killer le sakti hai.lekin doctor se mashwara kar ke le.ager periods proper poore nehin ho rahe to kisi lady doctor se consult kare. read this: Menses (Mahwari) |