ali45400 |
Group: Members Joined: 20th Jun, 2008 Topic: 6 Post: 37 Age:
32
|
|
Posted on:7th Jul 2008, 1:45pm |
|
|
Islam aur sex
Hi,salam 2 all, Kea bivi ke pestan(niple) chusny ya in par kiss karna islam men jaiz ha'?
|
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:7th Jul 2008, 2:26pm |
|
|
ali45400 yes..its allowed in islam. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:8th Jul 2008, 2:06am |
|
|
ali yes it is allowed |
ali45400 |
Group: Members Joined: 20th Jun, 2008 Topic: 6 Post: 37 Age:
32
|
|
Posted on:9th Jul 2008, 7:24am |
|
|
Zeb & veer bacy ki pdaish ke bad jaiz ha yani jab biwi dude pelati ho? |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:9th Jul 2008, 7:41am |
|
|
Ali bhai
Janab bacha ke paydaesh ka baad bhe jaez hai par is ma dar hota hai ka doddh moo ma jae is leya ahteyat karna chaheya keyo ka Razaeyat khatam hona ka baad kese ka bhe doodh haram hai. |
fawadali |
Group: Members Joined: 26th May, 2008 Topic: 0 Post: 63 Age:
31
|
|
Posted on:9th Jul 2008, 8:50am |
|
|
Han magar Han magar bakri, cow, aur nagori milk shop ka halal he rahay ga. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:10th Jul 2008, 3:50am |
|
|
ali im agreed to sofi...
bachay ki paidaish k bad bi ap nipple suck ker sktey hain...but is bat ka khas khyal rkhna chahiye k milk mun mein na jaye....is liye ahista ahista suck keryen aur araam se.....agar thora sa katra bhi mun mein jata hua feel ho to usey foren bahar thook dena chahiye....
|
ali45400 |
Group: Members Joined: 20th Jun, 2008 Topic: 6 Post: 37 Age:
32
|
|
Posted on:10th Jul 2008, 7:18am |
|
|
Sofi & other membars salam 2 all; kea islam meń khandani mansuba bandi ki koi kanjaish ha??? |
nikama |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2007 Topic: 47 Post: 1808 Age:
34
|
|
Posted on:10th Jul 2008, 7:24am |
|
|
yaps ali... Yaps ali there is a provision in Islam for this.
Souce : I have read it in a Book & here as well.Other members ,pls correct me if I am wrong ? |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:11th Jul 2008, 1:42am |
|
|
ali yes im agreed to nikama
plz ap bi is site pr book ko read keryen |
ali45400 |
Group: Members Joined: 20th Jun, 2008 Topic: 6 Post: 37 Age:
32
|
|
Posted on:11th Jul 2008, 6:00am |
|
|
Zeb Zeb bhi konsi bbok meń tafsil ha? Agar biwi kam bach chti ho to kea mard usy mazee baby ke liy majboor kar sakta ha jabke maashi khalat ijazat dety hoń? |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:12th Jul 2008, 2:28am |
|
|
ali dear isi website ko jub ap open kertey hain to us page per book k links diye huye hain
us mein se ap ISLAM AND SEX ka topic zaroor read keryen ho sakey to poori book hi read ker leyn
agar husnband bachay chahta hai aur biwi mazeed bachay nahi chahti to is ka jawab to tub hi diya jata hai k waja kia hai....wese to mian biwi dono jub mil k chahtay hon tub hi bachay paida keryen to ziada behter hai...dono ko ek doosrey ki wishes ka khyal rkhna chahiye |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:12th Jul 2008, 2:48am |
|
|
ali bhai
Janab moi nahe janta is web site par konse book hai keyo ka mai na nahe parhe hai keyo ka yaha par sex ke koe bhe book aur website open nahe hote hai oska bara ma mai koe rae nahe daskta itna kar sakta hoo ap ko Quran aur Hses ke roshne ma jawab da sakta hoo. Agar ap serf apne mashe halat ke wajah sa bacha nahe chata hai to ya galat hai ap to serf-o-serf onke parwarsh kar raha hai aur on ka zareya ban raha hai ap ka zareya Allah on ko rezkh da raha hai rezkh ap nahe Allah daraha hai aur jab bacha payda hota hai to woh apna saat apna rezkh khod lata hai aksar loog apne zate majboreyo ke wajah sa bhe family planing karta hai woh bhe jaez nahe hai islam ma kab jaez hai mai bata ta hoo ap ko. Shareyat jab ijazat date hai jab aurat itne kamzor hai ka hamal ko bardast nahe karsakte hamal ana sa oske jan ko khatra hosakta hai to ap hamal ko rok sakta hai agar ap serf donya ke majboreyo ke wajah sa ya ap bacha ke sahe parwaresh nahe karsakta is wajah sa bacha payda nahe karna chata hai to ap dono ko ALLAH ko jawab dana hoga aur ap ka jo sawal tha.
Agar biwi kam bach chti ho to kea mard usy mazee baby ke liy majboor kar sakta ha jabke maashi khalat ijazat dety hoń? os ka jawab ma mai serf aek Hades lekh ta hoo parh kar ap khod samjeya.
Hades- JAB TOM NEKAH KARO TO AYSE AURAT YA LARKE SA NEKAH KARO JO ZEYADA BACHA PAYDA KARTE HOO. |
laalshah |
Group: Members Joined: 16th Jul, 2008 Topic: 9 Post: 31 Age:
31
|
|
Posted on:17th Jul 2008, 5:03pm |
|
|
ALLOWED!!!!!!!!!!!!!!!!!!1
Jee main bhi sofi se agreed houn,ijazat hai
|
Seemi |
Group: Members Joined: 11th Sep, 2007 Topic: 14 Post: 3829 Age:
27
|
|
Posted on:18th Jul 2008, 9:43pm |
|
|
Soofi bhai Quraan or Hadees ke khilaaf baat karnay ki jurat nahin kar sakti lekin aik chouta sa sawal hai, agar aap is pe roshni daal sakein....
Hades- JAB TOM NEKAH KARO TO AYSE AURAT YA LARKE SA NEKAH KARO JO ZEYADA BACHA PAYDA KARTE HOO.
Lekin yeh kaisay pata chalay ga k konsi larki ziada bachay paida kar sakti or konsi kam? is baray mein thori si tafseel se jawab dijiye plz..
|
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:18th Jul 2008, 10:14pm |
|
|
seemi g mere mind main bhi bohat time tak ye swal raha aor main bhi iska jwab chahti thi lekin phir mere zehan main iska jwab ye aya k islam main kam umar larki se shadi karne ko kaha jata hae agar larki ki shadi 20 saal ki umar main bhi ho to zahir hae k 40 saal tak woh aulad paida karne k qabil rehti hae ya shayad is se bhi ziyada age tak. issi tarah kanwari larki ko prefer kiya gaya bewa ya mutlika pe to is se bhi pata chalta hae k kanwari larki un se ziyada health wise achi hoti hae aor ziyada bache paida karne k qabil hoti hae .islam main bachon ko 2 saal tak maan ka doodh pilane ka hukam hae jis se agle babay main gap bhi hojata hae aor maan ki sehat bhi is qabil hojati hae k agle bache ki birth se us ko jismani nuqsan na ho yani k aurat ki sehat bhi bohat zaroori hae bachon ki birth k liye.
abb sofi bhai is bare main jo kahain woh ziyada behtar bata sakte hain. |
Seemi |
Group: Members Joined: 11th Sep, 2007 Topic: 14 Post: 3829 Age:
27
|
|
Posted on:18th Jul 2008, 10:24pm |
|
|
Maryam baji aap ki batayi hoi logic bilkul theek maloom hoti hai.... aik kunwari or kam age ki larki se ziada bachay paida hoon ge.. lekin hamaray Pyaray NABI Hazrat Mohammad SAW ne har umer ki aurat se shaadi kar ke hamaray liye example set ki k Islam kisi khas age ki aurat se shadi karnay ka hukam nahin deta balkey kisi bhi naik musalman aurat se shaadi ki ja sakti hai.....
Ab SOOFI bhai hi kuch rehnumayi farmayein ge...
|
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:19th Jul 2008, 6:29am |
|
|
Seemi & Maryam aunty
Sab sa pahla mai ya bata do ka islam ma kahe ya leka nahe hai ka tom koware larke sa he shadi karna warna nahe Hozoor ka door ma Sahaba Talaq shoda larkeyo sa shadi karta tha keyo ka woh hamare tarah kese maza ya apna mafad ka leya Nekah nahe karta tha aur Talak shoda larkeyo sa Nekah karna sa pata chalta tha ka woh bacha payda kar sakte hai onke pchle zendage sa khod Hozoor na bhe to shadiya ke jis ma serf Ami Aeya he koware the sab Talak shoda the.
Ab ap ka sawal kaysa pata chala ga ka konse larke zeyada bacha payda karte hai jab koe bacha payda hota hai to osma oska Waldeen ke adata ate hai ya Qhodrate nezam hai jaysa bacha ka andar Waldeen ke shakal-o-surat ka melna ose tarah on ke adata bhe ate hai zahare aur batene agar kese larke ke maa ko andarone koe bemare nahe baz aurto ko androne bemare hote hai jis ke wajah sa bacha zeyada payda nahe kar sakte ya bacha payda nahe hota ya to woh kamzor hote hai ya on ko koe bemare hote hai andarone wazahat ke zarorat nahe hai yaha aur jis larke sa sahid horahe hai os larke ke dosre bahna jinke shadi hogae hai on ko dakh kar bhe pata chalta hai aur agar kese ka ghar ma zeyada bacha hai to yahe samjha jaega ka os ke maa ma koe prablam nahe to zahar se baat hai ka maa ke adata larke ma bhe ate hai to larke ko bhe koe prablam nahe hai aur aj ka door ma iska baraks kam horaha hai ham serf khobsorte aur statas dakh raha hai baz jaga iska baraks hota hai maa ma koe prablam nahe larke ma hota hai ya to Alllah ke taraaf sa hai ham is ma koch nahe karsakta ya baat bhe sahe hai ka kam umar ke larke zeyada bacha payda kar sakte hai iseleya kaha gaya hai ka jab larke baleg hojae to os ke shadi karodo.
Seemi & Maryam sahaba is Hades ma do cheza melte hai ham ko aek Deendare ke aur aek ghar ma Rahmat ke ap logo ka zahan ma ya sawal payda horaha hoga ka is ma kahe zekar nahe Deendare ka aur Rahamat ka mai ap logoo ka zahan ka tamam sawalat ka jawab ma mokhtasar tor par donga.Jo Deendar hai wahe to Ummat ko barhana ke fekar karaga na ka oske parwaresh ke aur na he oska Rezkah ke jo bhe data hai Allah data hai oska Eman yahe hoga aur rahe dosre baat Rahmat ke bacho sa ghar ma Rahmat aur Barkat hote hai |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:19th Jul 2008, 9:29pm |
|
|
seemi g & sofi bhai Aap dono ne sahi kaha k NABI KAREEM(SA) ne har umer ki aurat se shadi ki hae is ka eik pehloo to yeh hae k maghrib k log AAP(SA) ko shehwat parast samajhte hain k unhon ne itni shadiyan ki lekin AAP(SA) ne jitni bhi shadiyan ki woh mutliqa ya bewa aurton se ,sirf HAZRAT AYESHA(RA) kanwari theen aor sab se kam umer theen aor is ka hukam bhi ALLAH ki taraf se hua tha yani ALLAH PAK ne HAZRAT AYESHA(RA) ko AAP(SA) k liye muntakhib kiya tha to is se yeh sabit hota hae k AAP(SA) ne un khawateen ki sarparasti bhi ki aor baqi muslims k liye example bhi set ki k mutliqa ya bewa aurton se bhi shadi ki jaye aor islam main ye bhi hae k kanwari ki nisbat mutliqa ya bewa ki shadi jald ki jaye
|
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:19th Jul 2008, 9:38pm |
|
|
eik aor pehloo NABI KAREEM(SA) ka irshad hae jis ka mafhoom ye hae k darakht se hamesha paka hua phal khao aor kam umer ya kanwari se shadi karo.
ye unhon ne eik SAHABI (RA) se farmay tha islam main issi liye 4 shadiyon ka hukam hae tak jo barri umer ki ya bewa ya mutliqa hain un ko bhi sahara mil jaye aor muasharti berahrawi na phaile
kanwari aurat se shadi ko is liye prefer kiya gaya k wo apne husband k liye ziyada attraction rakhti hae .aor aaj kal k doar main log eik hi bv afford kar sakte hain to shayad ye bhi eik wajah ho. |
|