islam and sex 1,2 & 5: oral sex par mukhtalif logo ki mukhtalif raye hai, kuchh k khayal say ye bilkul nahi karna chahiye, kuchh k khayal say kiya ja sakta hai...
Regarding Sex, koi bi kaam jo husband wife aik dosrey ko satisfy karnay aur aik dosray ki khushi k liye kartay hain wo sab kiye ja saktay hain (agar wo karna chahain), sirf 2 kaam aisay hain jinsay Allah tala nay mana farmaya hai, (1) anal sex (2) sex during menstruation.
lekin agar sucking k doraan, semen release ho jaey to phir ye Makrooh ho jaeyga........ so mairi personal opinion ye hai k aisa amal na hi kiya jaey jis mai koi khatra ho, maslan urine aur semen release ho kar mu k zariye jism mai janay ka khatra...
so safaaee ka khayal rakhtay huey agar oral sex kar lia jaey to according to some muslim scholars is say gunah nahi hoga... par wo ye bi kehtay hain:
"despite that oral sex is not Haram, it is completely disgusting and does not conform to the pure taste and decency of a Muslim personality."
3 - sahi tara samajh nahi lagi, ap during shower sexual intercourse ki bat kar rahay ho?? waisay ikathay bath lia ja sakta hai....
4- sex jis marzi position say kia ja sakta ha par intercourse vagina mai hi karna hai, agar anal sex ki bat kar rahay to anal sex ki ijazat islam mai nahi hai, , anal sex HARAM (prohibited) hai (muslims k liye)....... |