|
civilengr |
Posted on : Sunday, 28th September 2008, 6:49am |
Group:
Members
Joined: 25th Oct, 2007
Topic:11
Post:37
|
I Became Impotent Due To Masturbation
Assalam o Alaikum! Mera naam ---- hai. Aur meri umr hai 24. Mai ghair shadi shuda hun. Mai pichlay 5 saal say musht zani kar raha hun. Pehlay pehlay mai week mai 2, 3 baar karta tha. Phir barhta gaya. Pichlay 1.5 saal say week mai 10 say 12 martaba musht zani karta raha. kae baar mai nay din mai 3 baar bhe musht zani ke. Shru shru may mujhay guilty feel hota tha. jis ke waja say shayad mujay impotence aur premature ejaculation ke shikayat ho gae.. Meiri halat:
1) Penis aam haalat may khara nae hota. agar hota hai to foran baith jata hai. 1 minute kay andar andar.
2)Premature ejaculation ke yae halat hai kay 30 second say 1 minute mai farigh ho jata tha.
Mai nay aab musht zani kay bay kaar kaam chor dia hai.
SAWAAL YAE HAI kay 1 saal baad meri shadi hai, kya musht zani chor deinay say aur achee diet lainay saay mai bahtar ho jau ga ta kay izaat kay saath apnee wife ka samna kar paun.
Meri Allah say tobba...
Shukria..
|
|
Veer |
Posted on : Sunday, 28th September 2008, 7:44am |
Group:
Moderators
Joined: 09th Aug, 2007
Topic:76
Post:3516
|
civilengr medically musht zani ka health par koi nuksan nehin.
penis apni marzi se erect hota hai.penis erect ka taluk brain aur body ke sath hai.read this: Masturbation (Musht Zani)
ethalam jab hota hai to neend mein hota hai.insaan ke bas mein nehin hota aur na he ethalam ki koi timing hoti hai jo aap keh rahe hain ke 30 sec se 1 min mein discharge ho jata hai. read this: Nocturnal Ejaculation (Ehtalam)
ager aap na musht zani choor di hai to yeh achi baat hai.aap apni diet ko acha kare jab diet achi ho gi to sehat bhi achi ho gi to khud he sexual power bhi achi ho gi.
wife ka samna sex se nehin kiya jata hai..aak acha hasbund ban kar kiya jata hai..wife ko pyar karne wala hasbund chahein.jo care kare.izat kare sari umer pyar kare.wife ko sex se zaida bahaon mein bharna acha lagta hai.
|
|
civilengr |
Posted on : Monday, 29th September 2008, 12:49am |
Group:
Members
Joined: 25th Oct, 2007
Topic:11
Post:37
|
million thanks Aap ka bohat shukria..matlab mai sahe rastay pay ja raha hun..Allah say dua hai kay kamyabi milay..Allah her eik ko mukamal shafa day..aameen..Veer best wishes for you..sawal to bohat say hain par kahe aap tang na ho jao..baad mai kar lounga...jaza q Allah ..Khush raho..
|
|
civilengr |
Posted on : Wednesday, 1st October 2008, 1:38am |
Group:
Members
Joined: 25th Oct, 2007
Topic:11
Post:37
|
Veer...? Veer aap nay kaha kay "ager aap na musht zani choor di hai to yeh achi baat hai.aap apni diet ko acha kare jab diet achi ho gi to sehat bhi achi ho gi to khud he sexual power bhi achi ho gi". or aap nay yae bhe kaha kay "medically musht zani ka health par koi nuksan nehin."
Par mujhay nuqsan ho gaya hai na kyu kay shayad may musht za... kartay howay guilty feel karta tha.
Sawal yae hai kay mujhay kaisay pata chalay ga kay mairy impotence or PE ke problem thik ho gae hai...?
Looking forward.
|
|
civilengr |
Posted on : Wednesday, 1st October 2008, 1:51am |
Group:
Members
Joined: 25th Oct, 2007
Topic:11
Post:37
|
Veer...? Veer aap nay kaha kay "ager aap na musht zani choor di hai to yeh achi baat hai.aap apni diet ko acha kare jab diet achi ho gi to sehat bhi achi ho gi to khud he sexual power bhi achi ho gi". or aap nay yae bhe kaha kay "medically musht zani ka health par koi nuksan nehin."
Par mujhay nuqsan ho gaya hai na kyu kay shayad may musht za... kartay howay guilty feel karta tha.
Sawal yae hai kay mujhay kaisay pata chalay ga kay mairy impotence or PE ke problem thik ho gae hai...?
Looking forward.
|
|
Sooth |
Posted on : Wednesday, 1st October 2008, 2:02am |
Group:
Moderators
Joined: 18th Jul, 2007
Topic:315
Post:2068
|
re: read this:
· Ruling On Masturbation And How To Cure This Problem
· Sexual Impotence: Types, Causes and Home Treatments
· Sexual Health: Sexual Problems in Men
|
|
civilengr |
Posted on : Wednesday, 1st October 2008, 4:11am |
Group:
Members
Joined: 25th Oct, 2007
Topic:11
Post:37
|
Thanks Bohat shukria sister...
I have stoped the bad habit altogether.. But its too hard to control..Sar mai dard bhe ho jata hai..but i m not doing it.. (Veer) You suggest me some method to gain better control.. Thanks..
|
|
Veer |
Posted on : Wednesday, 1st October 2008, 12:43pm |
Group:
Moderators
Joined: 09th Aug, 2007
Topic:76
Post:3516
|
civilengr read articles by sooth.
main bhut juld article post karon ga musht zani par.os mein aap ka concept aur bhi clear ho jaye ga.ke musht zani health ke liye nuksan deh nehin.
aap ki main baat nehin samuja aap kis cheez ka method gain karne ko keh rahe hain?
aap yahan sawal kare mera kaam jawab dena hai na ke sawalo se tang ana aap be fiker ho kar jitney marzi sawal kare hum aap ko jawab de ge.
|
|
civilengr |
Posted on : Thursday, 2nd October 2008, 2:50am |
Group:
Members
Joined: 25th Oct, 2007
Topic:11
Post:37
|
Tnanks sir Sir mai nay aap ke baat ko mentally accept kar leya hai kay M Z say health ko koe nuqsan nae hota. or iss forum site say yae bhe pata chala hai kay zyada tar muslim fiqa mai M Z ko haram qarar diya gaya hai. so must leave it. Gaining better control..matlab mai nay Allah kay hukum say control kar lea hai. par kabe kabe sar mai dard ho jata hai. shadid qisam ka. Whats the meaning of it. any mental risks? Thanks for allowing me to ask. maira asal maqsad yae hai kay iss discussion say or log bhe seekhain. Looking forward.
|
|
Veer |
Posted on : Thursday, 2nd October 2008, 6:16am |
Group:
Moderators
Joined: 09th Aug, 2007
Topic:76
Post:3516
|
civilengr sar dard hona musht zani control karne se nehin hota aur na he musht zani karne se hota hai.sar dard ki bhut se waja ho sakti hain.tention bhi ho sakti hai ya phir nazar weak bhi ho sakti hai.
lehaza ager yeh problem har waqt rehti hai to aap doctor se consult kare.
read my article now: Masturbation Is Not Bad For Health.
|
|
|