iffi |
Group: Members Joined: 19th Dec, 2007 Topic: 2 Post: 3 Age:
33
|
|
Posted on:20th Dec 2007, 7:51pm |
|
|
Testicles Problem: I Have One Testis
dr sahab mera zakar bohat active hai my wife i satisfiy with me .lakin aik sawaal aap se ye poochna tha kay amooman zakar kay nichay jo do golian hoti hain? lakin mera masla zara different hai i have only 1 ball .aap mujhay ye batain kay aisa kun hai? or is se maray sex per to koi asar nahi ho ga? or iss kay sath sath ye kuch ziyada hi active rehta hai lakin mujhay is kay sath sath peeshab kay katray bhi wafir miqdaar main nikaltay rahtay hain jis ki waja se main bohat preeshan hoon isay cantrol kernay kay liye koi hal batain.ya phir kahin aisa to nahin kay main shadi se pehlay sex kay hawalay se her kaam ker chuka hoon maslan mushtzani womenizeng etc.jis ki waja se ab aisa ho raha ho? plz mujhay in tamam maslon se aagah karain?thanks
|
iffi |
Group: Members Joined: 19th Dec, 2007 Topic: 2 Post: 3 Age:
33
|
|
Posted on:20th Dec 2007, 7:54pm |
|
|
very hot but? plz urgent and quick reply.thanks |
Kali Zuban |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1792 Age:
28
|
|
Posted on:20th Dec 2007, 11:50pm |
|
|
re: one testis scrotum mai two testis hota hai. paidaish se qabal yeh testis abdomen (pait) mai develop hota hai aur phir baad mai inguinal canal ke zaria scrotum mai ajata hai. lekin kabhi kabhi aik ya dono testis inguinal canal mai hi rah jaate hai aur neeche scrotum mai nahi aapate, aisi condition ko undecended testis kahte hai. undecended testis ko surgery ke zaria neeche scrotum mai laya jaata hai.
aap ka agar sirf aik testis hai tu aap ko mashwarah hai keh aap kisi surgeon se apne testis ko check karai takeh woh maloom kar sake keh aap ka testis aik kio hai.
testis ka kam sperm produce karna hota hai takeh bachcha ki paidaish ho sake, normal sperm count 40-200 million / ml honi chahiye. generally aisa hi hota hai. aur aik testis bhi etna sperm produce kar sakta hai. leha za aik testis ki soorat mai kisi pareshani ki baat nahi.
musht-zani ka koi medical nuqsan nahi. albatta agar aap ne kisi khatoon se najaiz jinsi taluqat qaim rakhe ho tu os se aap ko jinsi bimari lag sakti hai. jinsi bimari kai qisim ki hoti hai, jis mai AIDS sab se khatarnak hai jis ka abhi tak koi ilaj daryaft nahi hua hai, aur AIDS mai mubtala mareez ki death ho jaati hai.
|
|