Ejaculation: How Can I Control Myself?
read: -- mai ny ye read kia huva hai aur ab dobara pora read kiya hai mujhay ek baat ye poochni hai k jab inzal ka waqt ata hai to mai ruk jata hon lakin ruk janay k bawajood b inzal o jata hai. jab mai nahi rukta hon to inzal pressure say hota hai aur jab ruk jata hon to inzal ahista say ho jata hai means without pressure sy ho jata hai. jab inzal honay wala hota hai aur mai ruk jata hon to maira penis pharpharanay lagta hai tarapnay lagta hai aur discharge ho jata hai mai nay takreban saray hi tariqar ikhtiyar kiye hain lakin jald inzal ho hi jata hai ap explain karain k ab mai kiya karoon
|