Ejaculation Time: Does It Affects Sexual Life?
Dear sir. Apka jawab parkar kafi tassali hoi. Yaqeenan may bhoot galat tha. Aur izka ahsas mujhay 2 saalo pehlay ho gaya tha. Aur yeh sab hua galat sohbat say. Lakin manay yeh sab kam taqreeban ek sal pehlay chor kar ek sacchi touba karli aur phir aysa na karnay ki kasam khai. Hajj kay doran Allah say yahi dua ki ab aysa nahi karoonga Aur ab tak uz Qasam per kayam hoon. Namaz ti tou zabar dast pabandi hay do salo kay arsay may ek waqt ki namaz bhi nahi chooti honge. Aur tilawat bhi pabandi say karta hoon aur izkay alawa bhi bhoot say deen kay kamou may laga hoon. Of coerce Allah tala'a maaf karnay wala hay. yahi dua karta hoon ki allah maray gunaho ko maaf farmay. Aur apki mail parkar manay bura nahi baliki accha laga ki aapnay ek nasihat ki hay jo ki really accha laga.yeh sab tou pichlee life kay baray may ho chooka hay. lakin jo bat manay dosri poochi the uzka jawab nahi mila. Jiski dar ki wajha say may ghabra raha hoon shaadi kay wastay. Kya shaadi kay bad life barbad tou nahi ho jaygee jaldi discharge honay ki wajha say. Please ek aysa hi tasalli wala jawab day. Aapki bari meharbani honge. Thanks
|