Sanwal |
Group: Members Joined: 07th Jun, 2007 Topic: 18 Post: 83 Age:
33
|
|
Posted on:14th Jun 2008, 6:35am |
|
|
What Is The Solution Of Constipation in pregnancy?
hi dears, pregnancy main qabz ko door krne ka koi grelu triqa, or agr stool pass krte blood ae to, ye ziada dangour to nei pregnancy main...??? regards
|
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:14th Jun 2008, 9:27am |
|
|
Sanwal aap sab se pehle yeh bataye ke pregnancy ka kon sa month hai?phir he hum aap ko koi mashwara de sakte hain...wese isthakbool dhood mein daal kar peeya jaye qabz ke liye bhut mofeed hai
stool pass karte waqt blood ka ana theek nehin..maybe yeh bawaseer bhi ho sakti hai..es hawale se mera mashwara hai ke aap kisi lady doctor se consult kare.ta ke marz k bigarne se pehle os ka ilaj kiya ja sakhe.pregnancy ke duraan har hafte apni wife ko apni lady doctor se checkup karwana chahein. |
Sanwal |
Group: Members Joined: 07th Jun, 2007 Topic: 18 Post: 83 Age:
33
|
|
Posted on:14th Jun 2008, 10:44am |
|
|
Re:Veer hi,
2nd month hai abi, qabz since 1 week se hai, lekin kal first time with blood
stool, i ll give her today (isapkol chilka), i think that will be good for qabz.
if there is some more solution at home please let me know,
coz my wife dont want to take more medicines.
thanxxX |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:14th Jun 2008, 11:02pm |
|
|
Sanwal ager sirf qabz hoti to main aap ko aur bhi mashwra deta..lekin stool ke sath blood chahe 1 baar aye to koi infection ho sakti hai..mera mashwara hai ke aap kisi lady doctor ko consult karo wohi check up kar ke pregnancy ke mutabik aap ke masle ka hal bataye ge.chuckup ke bigair koi bhi ilaj na kijiye ga. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:16th Jun 2008, 1:43am |
|
|
sanwal im agreeed to replies of veer
Ispaghol is the most safest drug that can be used in overall pregnancy....isey daily ek glass mein zaroor use kerna chahiye pregnnacy mein....
baki rahi blood in stool ki bat to ye ap apni lady Dr se mashwara kereyn to ziada behter hai.... |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:18th Jun 2008, 2:31am |
|
|
Managing Problem of constipation during pregnancy Kuin k iron aur kaheen doseray prenatal vitamins pregnancy me constipation cause kertay hen,es liay aap ko ye kahaa jaata hai k aap pregnancy me saath zayada fiober bhi eatkerain.try kerain k daily 20 to 30 grams fiber intake kerain.aap ka freah fiber ka source fresh fruits aur vegetables, aur whole-grain breads, cereals ya muffins.
Kuch people fiber tablets ya drinks ya high-fiber products use kertay hen jo k pharmacies aur grocery stores per available hootay hen,but doctor ko check kerra lain k aap kiya use ker rahi hen aur old wives ki remedy ko avoid kerain—caster oil—kuink actually ye aap k body ki nutrients absorb kernay ki ability ko effect kerta hai.
Ager aap ko constipation ki problem ho tu doctor aap ko stool softner prescribe keray ga.ye sure ker lain k aap plenty of fluids jin me water bhi hai drink ker rahi hen,sub se best way constipation ko avoid kernay ka exercise hai.aap ko din me kafi water drink kernna chahiay takay aap ka stool soft ho sakay aur aap k digestive system me move ker sakay.kabhi kabhi hot tea, soups aur broth bhi help kertay hen.also,dried fruits bhi useful hen. |
Khawahish |
Group: Members Joined: 19th Aug, 2011 Topic: 1 Post: 3 Age:
30
|
|
Posted on:19th Aug 2011, 8:08am |
|
|
Constipation during early pregnancy
Mere husband last month hi Europe say wapis aaye hain aur hum nay ovulation k days me zayada sex kiya kiyunkay hum conceive karna chahtay thay. Ab mere periods ki date guzray 5 din ho chukay hain laikin periods nahi aaye. Ma nay 4 different pregnancy strips k zariye pregnancy test ki hai aur result positive hai, Alhamdulillah. Now I come to the problem: Mere husband jab say aaye hain mujhe bohat zayada constipation huwi huwi hai. 4 5 din stool aata hi nahi. Aur jab stool paas hota hai tau bohat pain k sath. Ma nay suna hai k pregnancy me constipation bohat nuqsaan de hai. Please mujhe btaaiye k ma kia hal nikaalun iska. Mujhe aajkal kabhi back me pain hota hai, kabhi taangon me bohat zayada pain hota hai, kabhi feel hota hai k jism me jaan nai ha. Kiya iska taaluq pregnancy k sath ho sakta hai. Ma janti hun k k yahaan medicine prescribe nahi ki jati, laikin kiya aap mujhe please ye bta saktay hain k koi medicine leina theek hoga ya desi totkay like Isabghol hi use karun. Agar koi aur totkay hain tau wo bhi please bta dein. Thanks a lot in advance. Agar koi doctors reply kar dein tau unki bohat meherbaani.
|
System |
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2267 Age:
32
|
|
Posted on:19th Aug 2011, 10:44am |
|
|
Sooth Dr advice for Khawahish You should read the above post of sooth. Read again your answers are there. |
Waterr |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2009 Topic: 59 Post: 3787 Age:
26
|
|
Posted on:20th Aug 2011, 11:55pm |
|
|
RE: Constipation During Early Pregnancy:
khawahish:
Early pregnancy maiN main wajah constipation ki hormonal hoti ha as progesterone ka level zaydah hota ha woh intestines ki motility ko kum karta ha iss kay alawah kuch nutritional supplement bhi reason hotey haiN. albatah baad maiN fetus ka growing size aur kum physical activity bhi constipation kar sakti ha.
Best yeh ha kay aap zaydah pani / fluids ka istemaal karaiN isapghol husk(isapghol ka chilka) 2 table spoon aik glass pani maiN daal kar peyeiN. raw vegetables aur fruits seeds kay saath istemaal karaiN aur fibre diet zaydah laiN aur thoRi walk daily routine ka hissa bunaieN agar zaydah maslah ho to doctor say laxative drops likhwa laiN.
Also read: Life style Modification In Pregnancy Dietary Requirement During Pregnancy
|
|