Intercourse: Why I Cannot Do The Penetration?
Salam Dr. Sahib, Dr. sahib, meri shadi ko takriban 1 month ho gia hai our abi tak mein intercourse nahi ker saka hoon, waja yeh hai k jab bi kernay ki koshis kerta hoon to meri biwi touch nahi kernay deti halka sa touch hota hai to dard say cheik nay lagti hai, our apni tangein band ker layti hai our hatoon say be pechay dakelti hai, main nay ungli say be touch kernay ki koshis ki hai lakin koe faida nahe howa. osay main nay bohot samjaya lakin oss ka dar khatam nahe horaha. osay friends nay bohot daraya howa tha is waja say ab os k mind say wo batain nahe nikal rahi k touch kernay say pata nahe kia hojay ga. Dr. sahib, koee tariqa batain mein bohot pareshan hoon ab to mujay sext kernay ka jee be nahe chata biwi ko dekh ker. please koch karain ager aap mashwara dain to app say phone pay rabta karoon kiyon k main islamabad main rehta hoon. Allah Aap ko khoshyain day, our meray masahil be hal karay, aamin.
|