Rafi_shafi |
Group: Members Joined: 27th May, 2008 Topic: 6 Post: 8 Age:
26
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 6:08am |
|
|
Illegal Sex Before Marriage:Can I Marry With Same Girl Now?
Dear All, kindly Reply: Aghar kisi larki ka sath aap zinah kirtay rahay hin to kiya is say shadi jazz hai yah nahi.
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 6:10am |
|
|
Rafi_ Shadi jaiz hai,aur aisi harkat karne ke bad mai yehi mashwara dungi ke us ladki se hi shadi karain. |
saim1 |
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 43 Post: 2155 Age:
35
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 7:07am |
|
|
lol sunehri good one |
Seemi |
Group: Members Joined: 11th Sep, 2007 Topic: 14 Post: 3829 Age:
27
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 7:10am |
|
|
Sunehri baji Sunehri baji ne bilkul theek mashwara diya hai... Jis larki se badkaari ki hai, usi se shaadi kar lijiye, is se gunah dhak diya jata hai.. |
ik_ahsas |
Group: Members Joined: 03rd Dec, 2007 Topic: 0 Post: 19 Age:
35
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 8:09am |
|
|
Zanah Before Marriage i m not agree with seemi & sunehri
Rafi ik bat may tumay batana chahon ga k Geo Tv per Alim online may same Qus aya tha jis ka Ans ,mufti sahab nay diya tha ( jo loog Nika say pahlay sex (zana) kar lay un ka nika nahi hoo sakta , wo ik dosray k liyah haram ho jain gay tamam umar k liyah )
baki confirm karnay k liyah aap kisi mufiti say poch saktay hoo. kisi be aam admi ko yah fatwa daynay ka koi haq nahi, fatwa bass Ullama hi day saktay hay.
|
Kali Zuban |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1792 Age:
28
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 8:24am |
|
|
Mufti Sahib Ka Fatwa Fitrat Ke Khilaf Hai re: "jo loog Nika say pahlay sex (zana) kar lay un ka nika nahi hoo sakta , wo ik dosray k liyah haram ho jain gay tamam umar k liyah"
Islam deen-e-fitrat hai. jab ke oopar mufti sahib ka yeh fatwa fitrat ke khilaf hai. fitrat tu yahi kehti hai keh jis ne aapas mai zana kia onhai aapas mai shaadi ker leni chahiye, aur isi per amal bhi hota hai. log aur rishtadar aise logo ki zabardasti shaadi bhi kara dete hai. beshumar nojawan apni mangeter se nikah se qabal hi jinsi taluqat shuru ker dete hai, ma baap ko jab maloom hota hai tu woh intezar kerne ke bajaye jald shaadi kara dete hai.
lekin agar fatwa ke mutabiq yeh aik doosre ke liye haram hai tu phir in ki shaadi kis tarah ho sakti hai. agar yeh sach bata de tu in se koi bhi shaadi nahi kare ga, jhoot bolne per aage chal ker complication hai. lehaza Mufti sahib ka fatwa deen-e-fitrat ke khilaf hai, jis per amal nahi kia jaa sakta. |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 8:43am |
|
|
Rafi_shafi agreed with sunheri and seemi.
zaida bather yehi hai ke aap kisi alim ke pass jaye aur on se mashwara kare. |
submarine |
Group: Members Joined: 31st Mar, 2008 Topic: 15 Post: 195 Age:
25
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 8:55am |
|
|
KALIZABAN Agree to Kali zaban kay islam Dine Fitrat hay aur mene bhi yhi suna he kay Jo log Before mrrige sex kartay he un ki shadi ho sakti he
Lekin Merrige ka matlab ye nhi hay kay aap guna say Pak ho gay Guna ki saza apni jaga par Barkrar rhay gi |
rafaz |
Group: Members Joined: 14th Mar, 2007 Topic: 20 Post: 937 Age:
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 9:23am |
|
|
My opinion I read or see on internet nikkah is valid but if their any child before marriage the child is haram or you say not belong to you but i think 1stly you must go to ulmas for their solution
leken aap ko ALLAH say mafi mangni chayee allah buth bara ha |
ik_ahsas |
Group: Members Joined: 03rd Dec, 2007 Topic: 0 Post: 19 Age:
35
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 9:27am |
|
|
Zanah Before Marriage Islam deen-e-fitrat zaroor hay
Magar Fasala karnay ka haq islam may siraf Qazi k pass hay, na ka kisi aur ko
Aur yah faysala Quran aur Hadees ka mutabiq kiya jata hay. Common Sense yah reet rawaj ki base per nahi.
Agar Qazi ko aap bataoo gay ka aap nay ZAna kiya hay aur niqa karnay Catia hoo . wo nika kaywanay say paliay, Zana ki saza zaroor sunain ga .
Koi be Molvi Niqa say palia yah nahi pochta , k inhoo nay palay Zana tu nahi kiya . wo tu niqa karwa day ga. Aur isi tara loog apny izat per perda dall daytay hay jisko wo Gawa chokay hay
Kali Zuban agar app Quran aur Hadees say sabit kar sakit hay tu please show me the referance , other wise kisi ko yah haq nahi k wo is bat k faysla karay.
|
submarine |
Group: Members Joined: 31st Mar, 2008 Topic: 15 Post: 195 Age:
25
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 9:48am |
|
|
PLEASE DISCLOSE THIS TOPIC Kindly Is topic ko disclose karo HUM may say koi Mufti nhi hay aur is moozo par baat karnay kay liye HMARI information Nakafi hay isliye apni taraf say FITWA lgana gunah hay .Ye na ho kay hum kisi gunah ka martakib ho jay
|
Kali Zuban |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1792 Age:
28
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 11:28pm |
|
|
ik_ahsas: mufti ka maslak maloom hona zaroori hai re: "Kali Zuban agar app Quran aur Hadees say sabit kar sakit hay tu please show me the referance , other wise kisi ko yah haq nahi k wo is bat k faysla karay."
meri baari baad mai aaye gi, pehle aap khood Quran aur Hadees se yeh sabit kare keh "jo loog Nika say pahlay sex (zana) kar lay un ka nika nahi hoo sakta , wo ik dosray k liyah haram ho jain gay tamam umar k liyah"
ham kisi molvi aur alim ka fatwa per yaqeen kerne se qabal os ka maslak janna zarori samajhte hai. Islam mai 72 maslak hai. aur ham sirf apne maslak ke aalim-e-deen ka fatwa maante hai. lehaza aap ne jis mufti se yeh baat suni hai, aap os ka maslak bataye. warna aap apni jagah sahi aur mai apni jagah sahi, behas kerne ki zaroorat nahi.
Submarine: topic close kerne ki zaroorat nahi. har koi apna opinion de sakta hai. har maslak ke log apni baat yaha kah sakte hai. non muslim bhi apne mazhab ke mutabiq yaha per apna opinion de sakta hai. yeh aik medical website hai, jo tamam mazahib/maslak ke manne walo ke liye hai.
larai jhagra tab hota hai jab log doosre ke maslak ko bura bhala kehte hai. lehaza doosre ke mazhab ko bura bhala kehne ki ijazat nahi. har koi apne apne mazhab aur maslak ke mutabiq jawab de. |
nadeem AOL |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2007 Topic: 8 Post: 265 Age:
30
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 1:00pm |
|
|
Ik_Ehsas ! Bhai sahib ! Aalim Online main aanay walay hazraat wo log hotay hain jo Islam k sirf superficial knowledge rakhtay hain. Proper Aalim shayed koi 100 main say bhi mushkil say 1 ya 0 ho ga.
Aap 1 fatway ki base per behas ker rahay ho or daleel Quran say maang rahay ho. Kali Zuban nay bilkul theek kaha tha k us fatwa denay walay nay Fitrat k khilaf baat ki hay.
Sipara No. 18
Surah Noor.
Ayat No. 3
Allah nay jo is Ayat main farmaya hay usay Proper Ulama hazrat "Zajar" kehtay hain. Is ka matlab ye hay k 1 badkaar insaan isi qabil hay k wo 1 badkaar aurat say nikah karay.
Allah nay to nahin Farmaya k wo aik doosray k liye hamesha k liye haram ho gaay hain. Ab is baat ko zehan main bhitha lijiye k wo fatwa gya tail lainay or sab say sachi baat sirf Allah hi ki hay.
Cheers.
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 1:17pm |
|
|
nadeem ap us topic me bhi zara islami point of view se replay ka dain
sali ke sath Mubashrat |
mazedar |
Group: Members Joined: 06th Mar, 2008 Topic: 5 Post: 23 Age:
44
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 1:32pm |
|
|
to sunehree sali ke sath mubashirat par aap kya bolna sunna chahti hain? ye ke ye mufeed hai ya nahi? |
nadeem AOL |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2007 Topic: 8 Post: 265 Age:
30
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 2:09pm |
|
|
Sunehri ! Yeh baat to bilkul wazeh hay k jo aurat aap k NIkah main nahin hay us k saath mubashrat kerna zina hay.
Sali bhi to Na-Mehram hay. Shayed aap society main hotay huway is Jurm k baray main baat kerna chah rahi hain jis ki bunyaad "Sali Aadhay Ghar Wali" hay.......ham log Islam qabool to ker chukay hain magar apnay andar chupay huway Hindu ko abhi tak Muslim nahin bana sakay. Ye sab buraiyan waha janam laiti hain jahan Na-Mehram afraad say perda na kia jaay.
Islam agar 1 baat ka hukam deta hay to us say interconnected bohat si buraiyon say bacha raha hota hay. 2 behnoon ko 1 hi waqt main Nikkah main nahin rakha ja sakta magar meray sunnay main aya hay k India main koi aisa Islamic Law paas kerwanay ki koshish ki ja rahi hay jo 2 behnoon ko aik hi waqt main Nikkah main rakhnay ki ijazat day.
Sab say baray mujrim wo parents hotay hain jo ye sab jantay huway bhi 1 beti ka ghar bachanay ki khatir doosri beti ko barbaad ker detay hain.
Ye koi Golian Tofiyaan to hain nahin k 1 k saath 1 free mil jaay bonus k tor per.
Cheers.
|
rafaz |
Group: Members Joined: 14th Mar, 2007 Topic: 20 Post: 937 Age:
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 3:51pm |
|
|
Islamic ruling May ney abhi abhi search kya ha islamic web site per is mamley may is ka asal jawab yee ha k agar kisi larki k saat aap k najaiz taluqat heen jo k intercourse ki had tek punch gyee heen aur aap phir usi larki say shadi kerna bee chateen heen to
aap us larki say agar wo hamla ho gyee ha to us waqat tek shadi neehen ker saktey jeb tek us k yehan aulad neehen ho jati
agar wo hamla neehen ha to phir jeb bhee us ko 1st menses ayeen geey to us k bad phir aap shadi ker saktey heen
leken shadi say phelay doono ko ALLAHTALA say buth ro ro ker apney gunahoon ki mafi mangni chayee aur toba kerney chayee k YA ALLAH to hum ko maf ferma
Phir aap doono shadi ker saktey heen This is islam says on this issue |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 3:56pm |
|
|
mazedar sahib...apko koi problem hai kya??
Nadeem bhai,of course i know ek time sali/biwi ko Nikah me nahi rakha ja sakta..lekin agar koi apni Biwi ki behan se illigale relation rakhe to kya uska apni biwi se Nikah toot jayega?? I dont think ne Nikaah is se toot jayega.
|
nadeem AOL |
Group: Members Joined: 26th Nov, 2007 Topic: 8 Post: 265 Age:
30
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 4:08pm |
|
|
Sunehri ! Yes, Nikah to nahin tootta magar after marriage kisi bhi larki k saath Zina kernay ki saza "Stone to Death" hay.
Cheers.
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 4:12pm |
|
|
okk maine bhi us Topic me yehi kaha tha ke Nikah nahi tootega lekin ye Gunah hai..lekin wahan kuch log keh rahe hain ke Nikaah toot jayega,,....islye maine apse pucha |
|