LG.
|
Group: Members Joined: 13th Nov, 2008 Topic: 16 Post: 65 Age:
27
|
|
Posted on:20th Feb 2009, 5:50am |
|
|
Blog aur website Diffrence
Sir main apna ek blog banana chata hoon mujhe iske barey mein bataein. Bloging aur website banane mein kya diffrence hota hai. Aur blog kaise banate hai aur isme kitna möney pay karna padta hai. Please jaldi reply karein.
|
LG.
|
Group: Members Joined: 13th Nov, 2008 Topic: 16 Post: 65 Age:
27
|
|
Posted on:20th Feb 2009, 3:42pm |
|
|
Sir Please give me answer |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4259 Age:
29
|
|
Posted on:20th Feb 2009, 4:35pm |
|
|
rE: Blog aur website Diffrence (LG KG 200) Blog ek tarha ka single page jismain blogger content post kartay hai differents forms main jese topics, some interesting subjects ,informative articles ya aesi batain jis pe loag comment karain. yani ye ek online diary hai jisay har koi view karsakta hai...bilkul wese hi jese face book or my space hain, aur blog asani say ban jata hai aur less expensive hai, agar apko blog banana hai tou app search karain aesi sites ko jo blog banany ki saholat provide karti hain jese k windows live ya yahoo.......
jab ke Website ek totally different thing hai blog se ,ye bhi ek page hi hai par ismain thousands of different pages bhi add hain saath main links ki sorat main, jispe click kar k open kiya jasakta hai, iska apna ek alag se address aur url hota hai, ismain pictures bhi store hoti hian files bhi hoti hian aur dosri chezain download karne k liyain hoti hain............
itna kaafi hia?
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:21st Feb 2009, 12:30am |
|
|
HM nahi ai samjh zara detail se batein naaaaa....(lolz):)
|
|
For Detail Click On Page No: 1 |
|