Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
Forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Aashora: Kiya Islam Main Tazeye Dekhna Mana Hai?

Religion and Culture   >>  Maslak and Firqa
 
 
* Noor Clinic *
nelish Group: Members  Joined: 13th Jan, 2008  Topic: 25  Post: 1147  Age:  25  
Posted on:21st Jan 2008, 6:44am
 

Aashora: Kiya Islam Main Tazeye Dekhna Mana Hai?

kia islam main tazeye dekhna mana he?

goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 62  Post: 7602  Age:  33  
Posted on:22nd Jan 2008, 5:08am
 

TAZYA

Nelish Jee,

In islamic dictoniary there is any word of TAZYA.Can you show me TAZYA Word from islamic dictoniary.

Waiting for your comments.

nelish Group: Members  Joined: 13th Jan, 2008  Topic: 25  Post: 1147  Age:  25  
Posted on:22nd Jan 2008, 5:26am
 

dear goodman

bhai 10 muharram ko jo tazeye nikale hain.hazrat imam hussain ke mazar ki tarah say unhain banaya jata he.kis ap ne nahin dekhe 
goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 62  Post: 7602  Age:  33  
Posted on:22nd Jan 2008, 5:31am
 

i did not see this TAZYA

Nelish Jee woo 10 Moharam koo woo Tazya kyoo nikaltay ha.What is the reason behind this.There is not any need to do that.

I did not see any time of this TAZYA in my life.I do not know what are the components of this TAZYA And what they want to tell us.I do not know ,.Can you explain here.

Waiting for yoru comments.

nelish Group: Members  Joined: 13th Jan, 2008  Topic: 25  Post: 1147  Age:  25  
Posted on:22nd Jan 2008, 5:39am
 

good man

lagta he ap ke gujranwala main tazeye nahin nikalte.us main tamashai bhi hote hain jo maze maze ke tamashe dekhate hain

 

goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 62  Post: 7602  Age:  33  
Posted on:22nd Jan 2008, 5:44am
 

how you know i am from gujranwala

How you know i am from Gujranwala.In Gujranwala this thing happened.But i am not suspectator of this theator in my life.

I do not know there fanciful theator and people also enjoy there.You must explain the whole story for my and other members inforamtion.

Thanks.

ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:24th Jan 2008, 10:03am
 

Not Ok

Dear Nelish main Quran aor Sunnat ki baat karta hoon aap Ilyas Qadri ki baat karti hian ,  Islam main imamat ka koi concept nahi hae aor Ilyas Qadri ki kehne Hazrat Hussain (R.A) imam nahi ban jate , kya aap ilyas qadri se pooch sakti hain ke Hazrat Hussain ko imam likha jata hae to Hazrat Abu Baker (R.A) ko imam kyun nahi likha jata ???? jab ke Hazrat Abu Baker(R.A) ka rutba aor maqam Hazrat Hussain(R.A) se ziada hae.  aap ko samjh hee nahi aa rahi ke shia ka ye imamat ka aqeeda kitna dirty aqeeda hae..aap karachi main rehti hain aap Hazrat Yousuf Ludhiyanvi (R. A) ki book "sunni shia ikhtilafat aor sirat-e-mustqeem zaroor read karain.
nelish Group: Members  Joined: 13th Jan, 2008  Topic: 25  Post: 1147  Age:  25  
Posted on:24th Jan 2008, 12:20pm
 

............

mashallah say ap ke pass deeni ileem zada he tu pher ye batain

kia islam main tazeye dekhna mana he?

plz

ok

Kali Zuban Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 29  Post: 1792  Age:  29  
Posted on:24th Jan 2008, 12:58pm
 

re: 10th Muharram

10 Muharram Muslim aur Jews ke liye bahut hi aham hai. beshaumar aham waqiat 10th muharram ko huye maslan:
  • Hazrat younus (A) fish ke pait se nikle
  • Toofan - e - Nooh ka waqia
  • Hazrat Moosa (R) ka river cross kerna
  • important Paghambran ke shahadat ka waqia
  • and many more waqiat
Hazoor (PBUH) ke zamane mai 10 muharram ko aik tehwar ke tor se manaya jaata tha. is din tamam qabeele ko log aik maidan mai jama hote the, aur apne apne fun ka muzahira kerte the. talwar, neza aur doosre aalat jang ka muzahira kerte the. jung mai dhol (tabal - e - jung) peeta jaata tha aur har qabeela ka alag jhanda (flag) hota tha.

Sunni bhi 10 muharram ko tehwar ke tor per manate hai. yeh wahi tehwar hai jo hamesha se manaya jaata raha hai. dhol, nishan (flag), aur mukhtalf qisim ke kertab bhi osi tehwar ko follow kerte huye kia jaata hai.

Ittefaq se Karbala ka waqia bhi 10 muharram ko hogia, aur karbala ki yaad mai 10th muharram ko aik firqa ne sog ke tor per manana shuru ker dia. ab soorat haal yeh hai ke la-ilmi ki bina per sog aur khushi mix ho gia hai. aur sunni hazrat bhi maloomat na hone ki wajah se confuse hote rahte hai.

Haqeeqat yeh hai keh 10 muharram ko khushi ke tehwar ke tor se manana chahiye kio keh Hazorr (PBUH) ke zamane mai ise tehwar ke tor se manaya jaata tha. is ka yeh matlab hargiz nahi hai keh sunni ko karbala ke waqiat per khushi hai, karbala ke waqiat ko 10 muharram ke tehwar se mix nahi kerna chahiye. lehaza agar koi firqa 10 muharram ko sog ke tor per manata hai tu woh bhi apne jagah sahi hai. lekin ham sunni logo ko sog ki bajai tehwar ke tor se manana chahiye.

Karbala ka waqiat Hazoor (PBUH) se kafi baad ka waqia hai. 10th muhaaram ko Jews (yahoodi) roza rakhte the. hazoor (PBUH) ke istafsar per bataya gia keh 10th muharram ko bare bare important waqiat huye hai iss liye Jews roza rakhte hai. Hazoor (PBUH) ne kaha keh Musalman bhi in tamam waqiat ko ahmiat dete hai, lehaza Musalman bhi 10th Muharram ko roza rakhe ge. lekin Jews se farq ki khatir 9th Muharram ko bhi roza rakhe ge.

yahi wajah hai keh Muslaman 9th aur 10th muharram ko roza rakhte hai. yeh roza karbala  kewaqiat  ki yaad mai nahi balke Hazoor (PBUH) ki khahish ke ehteram mai rakha jaata hai. aur Hazoor (PBUH) ka karbala ke waqiat se koi taluq nahi.

lehaza tamam sunni hazrat ko apna concept clear ker lena chahiye ke, woh bhi 10 muharram manate hai, lekin karbala ki yaad mai nahi balke Hazoor (PBUH) ke zamane wala. aur yeh din gham ka nahi balkeh tehwar ka din hai.

is ka yeh matlab nahi keh ham (sunni) log karbala ke waqiat per khoosh hai. balke hamara sirf aur sirf yeh kehna hai keh sunni 10th muharram karbala ke waqaiat se qabal se mana rahe hai. lehaza ise gham ke tor se nahi manana chahiye.
ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:24th Jan 2008, 3:21pm
 

one thing more

Muharram main shadi karna mana nahi hae , beshak 10th muharram he kyun na ho
Kali Zuban Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 29  Post: 1792  Age:  29  
Posted on:25th Jan 2008, 12:02pm
 

ham kis kis ka sog manai?

ch Babar: ji haa aap ne sahi kaha. 10 Muharram ko shaadi ki taqreebat bhi ki jaa sakti hai. balkeh har qisim ki taqreebat bhi ki jaa sakti hai.

lekin jis tarah ham khushi ki taqreebat mai doosre factor ko zahan mai rakhte hai keh kahi baarish na ho jai, shahar mai hangama na ho raha ho, kisi wajah se trafic band tu nahi hai waghaira waghaira. tu isi tarah 10 Muharram ko shaadi ya kisi aur taqreeb ko multawi kia ja sakta hai. lekin multavi kerna ya 10 Muharram ko date na rakhne ka yeh matlab nahi keh yeh karbala ke waqiat ke sog mai hai.

sog mai agar multavi kerne lage tu phir shaadi ya koi aur taqreebat ho hi nahi sakti. kio keh hamai tu her aik ka sog hai: Hazrat Abu Bakar (R) se le ker ab tak ke tamam buzargane deen ki shahadat ka afsos aur gham hai.

aik baar phir bata de keh agar koi sunni hazrat 10th muharram ko gham ka din samajhte hai tu yeh un ki la-ilmi hai. 10 muharram sirf aur sirf aik firqa ke aqeeda ke mutabiq gham ka din hai. warna 10 muharram dunia ke tamam mazahib aur Islam ke tamam firqa (aik firqa chor ker) ke mutabiq gham ka din nahi hai.
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:20th Dec 2009, 1:41pm
 

Moharram ka tazya

moharram mai tazya kio banate hai?
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:20th Dec 2009, 2:22pm
 

wah choduryy sahab

yeh hote hai choudry sahab jo forum per uss shakseyaat ko badnaam karte hai apne aqal k ghoore dhoora kar jo unn k maslak se haat kar hote hai

agar main molve tariq jameel ya zakir naik per tanqeed karoo aur wo tanqeed jo sahi hai  tu yeh bagh bagh kar ajai aur khud dosroo k maslaak per ulama-e-Ahlsunnat per tanqeed karte hai tu sharam nahi atee

doob jana chahe esse loogo ko jo apne maslak k tarazoo mein sab ko toolte hai...

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:20th Dec 2009, 2:25pm
 

loogo ko rah-e-haq se hatane ka kaam

loogo ko sahi rah se hatane k leye apne dhookle waswasee zehnoo mein daal kar apne maslakoo ke kitaab parhanee kaa kaam bara acha chal raha hai yaha per !!!
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:20th Dec 2009, 2:53pm
 

Imam Alee Maqam Imam-e-Hussain Aleh salam

Imam Alee Maqam Imam-e-Hussain Aleh salam ke aur karbala mein tamam jaame shahdaat paane waloo k essal-e-sawab k leye nazroo niaz ka khoob khoob ehteemaam kya jai faqat pani he ke sabeel laga kar musalmanoo ko pani pelya jai ess ka bhi bahut bahut ajar meele gaa Inshallah...

esse mooqo per rooze aur nawafeel kasraat se parhe aur har naik ka sawab essal karee ess se nikioo ka ajjar utne he barh jai gaa jetno ko essal karte rahennge.

 

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:20th Dec 2009, 2:55pm
 

faaana

Soog hameesha faana hone walee cheezo ka manaya jata hai aur jo faana he na hua ho uss ka soog kesa????

Soog wohe manai gaa jen ke yeh aqeeda ho k un k imam maar chukee hoo.!!!

shoaib43s Group: Members  Joined: 25th Dec, 2009  Topic: 0  Post: 2  Age:  29  
Posted on:25th Dec 2009, 8:54pm
 

Taziye Dikhna haram hai

Taziye Dikhna haram hai.......
shoaib43s Group: Members  Joined: 25th Dec, 2009  Topic: 0  Post: 2  Age:  29  
Posted on:25th Dec 2009, 8:55pm
 

Or yeh babar k naam

Hazrat Sahab ko bech main nahi la to ziyada behtar hai teray liye
ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:26th Dec 2009, 1:17am
 

shoaib43s

Main kisi "Hazrat Sahab" naami shakhas ko nahi janta hon, mujay nahi pata aap kis ki baat kar rahe hain.

waisay aap log itnay badtameez kyun hotay hain ???? kon sa Islam ye language aor ye akhlaq sikhata hae ????

ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:26th Dec 2009, 1:46am
 

paroot

doob jana chahe esse loogo ko jo apne maslak k tarazoo mein sab ko toolte hai...

sahi baat hae, bilkul sahi farmaya aap ne, aisay log apnay maslik ki muhabbat main is qadar andhay hotay hain k apnay maslik k ilawa un ko doosray maslik k log na "ahl e sunnat" nazar aatay hain aor na he "muslman".... aisay log is qadar ghatya soch k malik hotay hain k apnay ilawa un ko har doosra muslman "badmazhab" nazar aata hae, aisay log jo apnay maslik ki muhabbat main buri tarah mubitila hon un ki zuban aor un ka akhlaq nihayet gira howa hota hae,mujay umeed hae aap aisa nahi kartay hon gay. dua hae aisay logon ki suhbat se Allah har kisi ko bachaye , aameen kahain gay na ?????

For Detail Click On Page No: 1 2  >>
 
 
 
 
Pakistani Student In Harvard University  How to get Canadian Work Permit  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014