Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Qayamat Ki Nishania In Urdu Hindi And English

Religion and Culture   >>  Religious Information
 
 
 
SOFI Group: Members  Joined: 09th Jun, 2008  Topic: 10  Post: 441  Age:  29  
Posted on:15th Jun 2008, 4:34am
 

Qayamat Ki Nishania In Urdu Hindi And English

Assalam o Alaikum

QAYAMAT KE NISHANIYA

1-Hades: Hazrat Umar RZ AP KA IRSHAT naqal karta hai farmata hai anqareb koch loog payda honga jo Quran ke galat bayane sa Deen ma SHOBHAAT payda karanga tom sa ghgra karanga onha tom Sunan sa pakro keyoka Sunnat sa waqef hazrat KETABULLAH ka sahe mafhoom ko khob janta hai.

2-Hades: Qayamat ka khareb ya hoga ka Chand ko pahla sa he dakh leya jaega aur pahle tarekh ko dosre

tarekh kaha jaega aur Masjedo ko Gozargah bana leya jaega aur Nagahane Moot aam hogaege.

3-Hades: Hazrat Anas RZ AP KA IRSHAT naqal karta hai jab mare ommat 5 chezo ko halal samajh na laga ge to on par tabahe nazel hoge jab in ma bahame laan taan aam hogaega,Mard Rashme Kapra pahana laganga,Gana Bajana wale Aurta rakh na laganga,Sharab pena laganga aur Mard Mardo sa aur Aurata Aurtao sa Jinse Tazkeen par kefayat karna laganga.

4-Hades: Hazrat Hozafa RZ AP KA IRSHAT naqal karta hai 72 CHEZA QEYAMAT KE NISHANEYO MA SA HAI

JAB TOM DAKHO KA.

1- NAMAZA GARAT KARNA LAGA
2- AMANAT ZAEE KARNA LAGA
3- SOOD KHANA LAGA
4- GHOOT BOLNA LAGA
5- MAMULE BAAT PAR KHON RAZE KARNA LAGA
6- ONCHE ONCHE IMARTA BANANA LAGA
7- DEEN BACH KAR DONYA SAMANTNA LAGA
8- RESHTA DARO SA BADSOLOKE HONA LAGA
9- INSAF KAMZOR HOGAE
10- GHOT SACH BANJAE
11- LEBAS RASHAM KA HOGAE
12- ZULOM AAAM HOGAE
13- TALAQ AAAM HOGAE
14- NAGAHANE MOOT AAAM HOGAE
15- KHAYANAT DAR KO AMEEN SAMJHA JAE
16- AMANAT DAR KO KHAEN SAMJHA JAE
17- GHOTA KO SACHA SAMJHA JAE
18- SACHA KO GHOTA SAMJHA JAE
19- TOHMAT TARASHE AAAM HOGAE
20- BARASH KA BAWAJOOD GARME HOO
21- AOLAAD GHAM HO GUSA MA HOO
22- KAMENO KA THATH HOO
23- SHAREFO KA NAKEMA DAM HOO
24- AMEER AUR WAZEER GHOT KA ADE HOGAE
25- AMEEN KHAYANAT KARNA LAGGAE
26-CHODHRE ZULOM PASHA HOO
27- AALIM AUR QARI BADKAR HOO
28- JAB LOOG SHEEP KE KHAAL PAHANNA LAGA
29,30- IN KA DIL MURDAR SA ZEYADA BADBO DAR HOO OS WAQT ALLAH TALA ON KO AYSA FITNA MA DALDA GA JIS TARAH YAHODE ZALEMO KE TARAH BHATAKTA PHERAGA
31- JAB GOLD AAM HOGAE
32- CHANDE KE MANG HOGE
33- GONAH ZEYADA HOGAENGA
34- AMAN KAM HOJAEGA
35- QURAN KO ARASATA KEYA JAEGA
36- MASAJID MA NAQSH-O-NEGAR KEYA JAENGA
37- ONCHA ONCHA MENAR BANAE JANGA
38- DIL WERAN HONGA
39- SHARABA PEE JANA LAGANGE
40- SHARAEE SAZA KO KHAREJ KEYA JAEGA
41- LONDE APNA AKHA KO JANAGE
42- JO LOOG KESE ZAMANA MA BARHANA RAHTA THA WOH BADSHA BANANGA
43- ZENDAGE AUR TEJARAT MA AURAT MARD KA SAAT DAGE
44- MARD AURTO KE NAQAL KARNA LAGANGA
45- AURTA MARD KE NAQAL KARNA LAGANGA
46- GHER-O-LLAH KE QASMA KHAE JANGE
47- MUSALMAN BHE BAGER KAHA GHOTE GAWAHE DANA TAYAR HOGAEGA
48- JANA WALAO KO HE SALAM KEYA JAEGA
49- GHER DEEN PAR SHARAEE KHANOON PARHA JAEGA
50- AKHERAT KA AMAL SA DONYA KAMAE JAEGE
51- MAAL GANEMAT KO DOLAT
52- AMANAT KO GANEMAT KA MAAL SAMJHA JAEGA
53- ZAKAT KO TAWAN QARAR DADEYA JAEGA
54- SAB SA RAZEEL ADME KHOM KA QAED BAN BAITHA GA
55- ADME APNA BAAP KA NAFARMAN HOGA
56- MAA SA BADSALOKE KARAGA
57- DOST KO NOQSAN POHNCHAEGA
58- BIWI KE ITAAT KARAGA
59- BADKARO KE AWAZA MASJIDO MA BOLAND HONA LANGANGE
60- GANA WALE AURTA DASHTA RAKHE JANGE
61- GANA KA SAMAN RAKHA JAEGA
62- SHARABA ORHAE JANGE
63- ZULOOM KO FAKHAR SAMJHA JAEGA
64- INSAF BIKNA LAGAGA
65- POLIC KE KASRAT HOJAEGE
66- QURAN KO NAGMA SARAE BANA LEYA JAEGA
67- DARINDO KE KHAL KA MOOZA BANAE JAENGA
68- OMMAT KA AKHERE DOOR KA LOOG PECHLA LOGOO KO BORA BHALA KAHANGA
69,70- OS WAQT SORKH ANDHE,ZAMEEN KA DHANS JANA,SHAKLA BEGAR JANA AUR ASMAN SA PHATAR BARASNA KA JAYSA AZAB KA INTAZAR KEYA JAEE.

waysa Hadesa to bohat hai in AHADES ma Asra Hazer ma jo horaha hai woh nzar ata hai moj ko is leya mai na ya naqal ke hai Allah kahna sa zeyada amal karna ke tofeeqh da Ameen Allah ham sab ka khatama Iman par kara Ameen.

Fee Amaan Allah




Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:15th Jun 2008, 6:19am
 

SOFI BHAI JAZAKALLAH

ALLAH PAK aap ko jazae khair de mujhe to lagta hai yehi wo waqt ya daur hai ji ka zikar kiya gaya hai ALLAH REHEM KARE

z4u Group: Members  Joined: 23rd Mar, 2008  Topic: 13  Post: 201  Age:  33  
Posted on:15th Jun 2008, 6:24am
 

good

good topic
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 111  Post: 6482  Age:  54  
Posted on:30th Jul 2011, 11:37pm
 

Roman urdu

yahaaN bahoot say logouN ko sahih Roman urdu likhni nahi aati...wazah rahay k roman urdu k bhi qawaid o zawabit haiN... aik thread aisi hi maiN nay bhi start ki thi... mujhay mili to link pesh kardouNga

ali bhai: ap topic zaroor shooroo karaiN... har aik ka apna apna andaaz hota hai...hamaiN omeed hai k ap behtar thread start karsaktay haiN. intezaar rahega
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2435  Age:  48  
Posted on:30th Jul 2011, 12:10pm
 

myrizvi

aik bat samajh nhn aai k jab hum koi bhi post likhtay hain to humaray pass option nhn hota text color ka

lakin main dekhta hun k bohat se posts main colored text hota hai 

aisa kiun ????
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 250  Post: 4279  Age:  38  
Posted on:30th Jul 2011, 2:36pm
 

Qayamat

pata nahi log qayamat se kio dartay hai?
Insaan ke ikhtiar mai kuch bhi nah. na paida hona, na marna aur na hi apni personality (Genes x Environment) banana.
jab ikhtiar mai kuch bhi nahi tu phir darney aur pareshan hone se kya faida?
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 250  Post: 4279  Age:  38  
Posted on:30th Jul 2011, 5:21pm
 

re: Qayamat

alirajput aap samajhtay hai keh iss topic per aik new thread start honi chahiye tu aap start ker dain.

darasal Sex related sawalat jo aik jaisey hotay hai os ke liye amooman kaha jaata hai keh previous thread read kare aur jo kuch bhi poochna hai related thread mai poochain.

lekin baqi tamam categories per iss qisim ki sakht pabandi nahi hai. lehaza agar aap Qayamat per koi thread start kerna chahe tu ker dain koi muzaiqa nahi.

English or Roman Urdu/Hindi
ziadah behtar yeh hai keh aap iss forum per jo kuch bhi likhain English mai likhain. iss forum per English likhne walo ko encourage kia jaata hai. kio keh English poori dunia read kerti hai.

jaha tak mera ya mujh jaise doosre members ki baat hai tu ham log majboori mai Roman Urdu/Hindi likhtay hai. kio keh hamari English aap jetni achchi nahi hai. agar ham English mai kuch likhne baithay tu na aap jaisi likh sakain ge aur na hi rawani se likh sakain ge. kafi time lagar ker likhain ge tu bhi woh aap jaisi English nahi hogi.

lehaza aap ko yahi mashwara hai keh aap pehli tarjeeh English ko dain, albatta jaha per aap ka dil chahta hai Roman Urdu mai likhney ka waha Roman Urdu bhi likh dain. Roman Urdu jo keh Roman Hindi aik hi jaisa hai. poora hindustan aur pakistan read aur samajh sakta hai. lekin real hindi pakistan ke log aur real urdu (jaisa ke myrizvi likhtay hai) India ke log read nahi ker saktay.
1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012