niceguy |
Group: Members Joined: 30th Mar, 2007 Topic: 14 Post: 21 Age:
30
|
|
Posted on:3rd May 2007, 8:34am |
|
|
Allowed Frequency Of Intercourse mera question yeh hai k jab husband shadi k baad aik baar bivi se intercourse karta hai tou Allah k fazal o karam se uss ki pregnancy ki stage shuru ho jati hia mein yeh poochna chahata hoon k kia aik baar intercourse karnay k baad hudband aur wife daily ya kuch din k baad ussi tarha intercourse kar saktay hain kia iss ka pehlay intercouse par koi faraq parta hai, kia pehlay intercourse wali pregnancy barkarar rehti hai ya har baar intercourse karnay se aik new pregnancy start ho jati hai yani kia husband aur wife shadi k baad jitni baar chahain intercourse kar saktay hain? |
mnavaid |
Group: Members Joined: 19th Apr, 2007 Topic: 0 Post: 27 Age:
33
|
|
Posted on:3rd May 2007, 3:20pm |
|
|
24/7 its depend on your handling capability, you can do as soon as you
want to do after first one, even hough you can go without any problem
till 6 month of pregnency if your spouse is not allergic to it. there
is no harm even in pregnancy.
during menses its stricly restricted, during mensutral period it could
cuz serious vaginal infection or disorder or several other problems.
other words: 24-7 ballay ballay
|
Kali Zuban |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1792 Age:
28
|
|
Posted on:4th May 2007, 5:06pm |
|
|
re: niceguy mnavid sahib theek kahte hai.
menses period ke ilawah ap rozana mubashrat kar sakte hai. ap aik din mai kai bar bhi kar sakte hai.
ap ka yeh khial bilkul ghalat hai keh pahli mubasrat se pregnancy hoti hai. pregnancy ka ple ya doosre mubasrat se taluq nahi balke poore mahine mai aik khas din hota hai jab pregnancy hota hai. pregnancy ke bad jetni dafa bhi mubashrat ki jai pahli pregnancy par koi farq nahi parta aur na hi pahli prehnancy ki mojoodgi mai mazeed pregnancy ho sakti hai.
|
|