Amooman mahwari period 28 days ka hi hota hai. aap ki period pehle theek thi lekin ab din kam ho gaye hai. aisi soorat mei kamzori ka imkan hota hai. fikir na karain yeh kisi khatarnak beemari ki alamat nahi. doctor se mashwara karain. ho sakta hai aap ko hormone ilaj ki zaroorat ho.