Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Vaginismus - Adumdakhool  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
59151
 
Vaginismus - Adumdakhool

Adumdakhool

Vaginismus

    Chund din pehlay merey paas ek khoobsurat jora aaya unki shaadi ko derh saal sey bhi zyada arsa ho gaya tha magar abhi tak mubaashirat mukammal nahin ho saki thi jab bhi mubashrat ki koshish hoti to biwi khaufzada ho jati uska jism akarr jata jiski wajah sey dakhool na mumkin ho jata. Shaadi kay ibteda'ee dinon mein dakhool kay liye biwi ka ta'awwun aur rehmunaee bohut zaroori hai iss kay baghaer dakhool na mumkin hai bar bar ki naakaam koshish kay ba'ad khawand ney mehsoos karna shuru kar diya shayad woh jismani tor per  kamzor hai aur mubaashirat kay qabil nahin. Ab woh shadeed depression ka shikaar ho gaya uski jinsi dilchaspi kam ho gaee khusoosan biwi ko dekh kar uss kay jazbaat mein koi garmi paeda hona bund ho gaee uss ney ka'ee baar khudkushi ka bhi socha.

    Mian biwi kay tafseeli interview kay ba'ad ilm hua kay masla usey nahin uski biwi ko hai yeh baat sunn kar woh kafi relax ho gaya yani biwi iss beemari ka shikaar thi jab uska tajziya kya gaya to ma'aloom hua kay uss ney apni sahaeliyon aur cousins sey sunn rakha tha kay mubashrat aur bachey ki paeda'esh ek bohut takleef deh amar hai le'haza uss ney socha kay woh to iss surat main shaadi na kar sakey gi uss ney bataya kay woh haeraan thi kay itna bara zakar faraj mein dakhil kaisey hoga.

    Vaginismus (adumdakhool) mein faraj kay mu'nh kay ird gird kay patthey ghaer iraadi tor per sukarr jatey hain jiski wajah sey dakhool na mumkin ho jata hai yeh aurtein jinsi le'haz sey bilkul theek hoti hain sex sey lutfandoz hoti hain aisey a'aamaal jinka aakhri nateeja mubashrat na ho uss sey lutf uthati hain.

 
Vaginismus - Adumdakhool
 
<< Next       Prev >>
174175176177178179180181182183184
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012