Jab aap baghaer inzal huey 2 stop kay saath 15 minute mein mushq kar sakein to agla qadam uthaein magar aap pehli bar jald inzaal hojaein to bhi relax rahein. Aksar aisa hojata hai. Ek hour kay baad phir yeh mushq karein.
Ab yehi mushq chikni hath sey karein. Yani chiknay hath sey zakar ko mushta'el karein inzal kay qareeb ruk jaeyn yeh zakar ko pehley ki tarhan zor sey bheenchein. 4 time yehi mushq karein aur 5th time inzal hojaeyn. Jab aap chiknay hath sey 2 stop kay saath 15 minute musalsal inzal huai baghaer yeh mushq kar sakayn to agla qadam uthain.
Iss qadam per yehi mushq khushk hath sey karein magar ab inzal kay qareeb naa ruknaa hai aur naa hi zakar ko bheenchna hai bul kay stimulation ki raftar ko kam karein , paet sey lambai lambai sans leyn hutta kay inzal ki khwahish khatam hojaey inzal ki khwahish honay per zakar kay stimulation ko phir tez kardein. inzal kay qareeb raftar ko kam kardein. 4 times aisa hi karein 5th time inzal hojaeyn. Jab aap khushk hath sey 1 or 2 time ahista hokar musalsal 15 minute inzal huai baghaer mushq kar sakayn to phir agla marhala.
Ab yehi mushq chiknay hath sey karein, yani chiknay hath sey zakar ko mushta'el karein, inzal kay qareeb raftar kam kardein. Inzal ki khwahish khatam honay per stimulation ki raftar ko tez kardein. 4 time aisa hi karein, 5th time stimulation jari rakhain hutta kay inzal hojaeyn. Jab ape s tarhan ek yeh do bar raftar kam karkay 15 minute musalsal inzal huai baghari yeh mushq kar sakayn to agla qadam uthain.
Ab yehi mushq sabqa dekhi gai kisi porn movie ka tasawur kar kay karein. Jab aap iss tasawur kay saath yehi mushq ek do bar raftar kam kar kay 15 minute mu'nhsaslsal inzal huai baghaer kar sakayn to agla qadam mubaashirat (intercourse) hoga. Yahan tak mubaashirat (intercourse) aur amoomi khudlazzati sey mukammal perhaez hoga.
|