Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Jinsi lutf aur sukoon mubashrat kay elawa aur bhi kaee tariqon sey hasil kya ja sakta hai. Variety kay liye inn tariqon sey lutf uthaya ja sakta hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Jinsi Lutf Aur Sukoon  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
40521
 
Jinsi Lutf Aur Sukoon

 Har bar jab bhi woh orgasm kay qareeb pohonchey gi iss ki jinsi khwahish aur lutf mein izafa hoga. Bar bar aisa hi karian. Akhri bar woh orgasm hasil karley. Yeh orgasm bohut bhar poor aur pur lazat hoga.

    33.  Jinsi lutf aur sukoon mubashrat (intercourse)  kay elawa aur bhi kaee tareeqon sey hasil kya ja sakta hai. Variety kay liye inn tareeqon sey lutf uthaya ja sakta hai.

 

    Apney saathi ko ghusl dein poorey jism per soap laganey kay baad hath phaerein, kafi waqt sarf karein. Maqsad mael utarnaa nahi bul kay iss kay jism kay lums sey sex ubharna hai. Baaz log iss sey bohut lutf uthaatey hain donon bar bar aisa karein iss doran mein agar tanau (erection) hojaey to ghussl kay doran mein mubashrat (intercourse)  ka lutf bilkul munfarid aur shandaar hoga. Ghusl kay baad yeh phir baghaer ghusl kay doran mein apney saathi kay jism ki malish karian, masaj karian, bohut aram aur piyar kay saath. Pehley khushk aur phir chikney hath sey. Chikney hath sey malish donon kay liye bohut lutf angaez hai. Iss mein hassas jinsi hisson ko bhi chua ja sakta hai. Tahem ham inn ko chuey baghaer bhi malish sey lutf utha saktey hain. Mushq shuru karney sey pehley toss kar kay taey kya ja sakta hai kay pehley on massage karey ga. Massage per kafi waqt saaf karein.

 

    34.  Sex kay foran baad kuch der baad ya kaee din baad sabqa jinsi amal kay hawaley sey biwi sey baat karein. Isey bataein kay aap ney iss din bohut enjoy kya. Biwi kay kirdar ki tareef karein. Behtar hai ka tareef specific ho.

 
Jinsi Lutf Aur Sukoon
 
<< Next       Prev >>
166167168169170171172173174175176
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012