Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Mukhtalif wajoohaat ki bina per ghaer shadi shuda mard ki mani (semen) ka regular ikhraj nahi hota chunancha woh maamooli jinsi ishteaal sey manzil ho jatey hain, yeh koi jinsi beemari ya mardana kamzori nahin.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Premature Ejaculation - Mardana Jinsi Kamzori - Surat e Inzal Ka Masla  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
111899
 
Premature Ejaculation - Mardana Jinsi Kamzori

 Doosra masla premature ejaculation (surat e inzal) ka hai. Mardon ki seminal vesicles amooman 3.5 days mein bhar jati hain. Phir woh ekhraj ka taqaza karti hain. Mukhtalif wajoohaat ki bina per ghaer shadi shuda mard ki mani (semen) ka regular ekhraj nahi hota Chunancha yeh bhari hui naaliyen mamoli jinsi stimulation sey mani (semen) ko bahir nikal deti hain iss tarhan mard jald discharge hojata hai baaz auqat to dakhool ki koshish hi mein discharge ho jata hai. Iss soorat e hal mein mard shadeed sharmindigi mehsoos karta hai. Yeh koi jismani beemari nahi aur naa hi mardana jinsi kamzori ki alamat hai. Lehaza aap parisshan naah on, pursukoon rahein. ( Iss book mein iss masley kay bohut sey hal mojood hain jin ka zikar muta'alliqa baab mein hoga) aur 1 – 2 hours kay baad jinsi khail shuru karein to thori deyr mein aap phir jiinsi amal kay liye tayyar hojaein gey to aap dubara mubashrat (intercourse)  karein. Iss bar aap ki karkardagi bohut behtar hogi. Aa'enda bhi kuch arsa rozanaa dubara mubashrat (intercourse)  karein to aap ki karkardegi behtar rahaigi.

 
Premature Ejaculation - Mardana Jinsi Kamzori - Surat e Inzal Ka Masla
 
<< Next       Prev >>
112113114115116117118119120121122
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012