Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Mahireen nay sex positions (mubashrat) kay bohut sey tariqey biyan kiye hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Sex Positions - Mubashrat Kay Tariqey  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
297489
 
Sex Positions - Mubashrat Kay Tariqey

Mubashrat Kay Tariqey

(Sex Positions)

 Insan fitri tor per variety aur jiddat ka ashiq hai. Entehai khoobsurat cheez aur nehayat lazez khanaa bhi jald hi apni kashish kho deyta hai. Sex mein bhi insan variety ko pasand karta hai. Jinsi amal mein aurat khaas tor per kisi bhi aik tareeqey sey jald hi boriyat ka shikar hojaati hai. Rozanaa aik hi tariqey sey mubashrat (intercourse)  aurat ko jald ukta deti hai. Phir woh ahista ahista mubashrat (intercourse) sey dilchaspi khodeti hai aur phir iss sey katranay lagti hai hatta kay inkar tak kardeti hai. Lehaza azdawaji zindagi ko ziyada pur josh banay rakhney kay liye zaroori hai kay har martaba foreplay aur sex ka naya tariqa apnaya jaey. Aurat bohut hi mamoli tabdeli mein tanaao ka lutf hasil karti hai. Chunancha mahireen nay mubashrat kay tariqey biyan kiye hain. Kook shastaron mein 80% sey ziyada tareqon ka zikar hai. Jab kay ahl e maghrib nay 600 sey ziyada tareqon ka zikar kiya hai. 4-6 tareqon ko chor kar baqi mein mamoli farq hai.

    Baaz muslim ahl e qalam nay mubashrat (sex)  kay missionary (mard ooper aur aurat neechey) tariqey ko fitri aur islami tariqa qarar diya hai. Woh iss tareqai ko Quran Majeed ki iss ahadees " Jab mard nay aurat ko dhamp liye to us ko hulka sa hamal reh gaya". (Surah Airaaf 189) sey akhas kartey hain. Halan kay koi bhi tareeqa naa fitri hai naa islami. Iss silsiley mein Quran Majeed mein wazaih isshara hai.

 

 
Sex Positions - Mubashrat Kay Tariqey
 
<< Next       Prev >>
7576777879838485808182
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012