Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Menses (Mahwaari) kay chund dino mein agar thori si precautions (ehtiyat) rakhi jaey to munasib hoga. Larki agar mahwaari ko aam routine ki cheez samajh kay pareshan nahi hoti aur hamesha ki tarhan din bhar apney kamon mein masroof rehti hai to yaqeenan woh raat ko neend kay mazey lootey gi.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Precautions During Menses - Mahwaari Mein Ehtiyat  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
70650
 
Precautions During Menses - Mahwaari Mein Ehtiyat

 Iss ki khaber yahoodiyon ko pohnchi to kehney lagey kay Nabi hamari har baat kay khilaf karna chahta hai. (Muslim, Bukhari) Iss tarhan Hazrat Maaz Bin Jaber ney arz kya "Ya Hazrat Muhammad (P.B.U.H) meri aurat haez mein ho to merey liye kiya cheez iss sey halal hai. Farmaya tehband (Naaf) sey ooper aur iss sey bachna behtar hai. (Abu Dawood)

    Mahwaari (menses) mein aurat kay liye har cheez jaez hai. Siwaey namaz, Roza, Khana e ka'aba kay ander jana aur iss ka tawaf karna, Sajda e shukar aur sajda e tilawat kay. Isi tarhan aisi aurat Quran ko na touch karey aur na hi parhey albatta quran sun sakti hai.

    Mahwaari (menses) kay chund dino mein agar thori si ehtiyat (precautions) rakhi jaey to munasib hoga. Inn dinon mein neend theek aani chahiyie ta kay din kay waqt bey chaini mehsoos na ho. Larki agar mahwaari (menses) ko aam routine ki cheez samajh kay  pareshan nahi hoti aur hamesha ki tarhan din bhar apney kamon mein masroof rehti hai to yaqeenan woh raat ko neend kay mazey lootey gi.

    Mahwaari (menses) kay dino mein khoorak thori si change karli jaey. Aam dino kay muqabley mein larki ko solid ki jagah soft aur halki diet leni chahiyie. Milk, fruit juices aur pani ki zyada miqdar leni chahiyie. Green vegetables aur fruits ka zyada istemal karna chahiyie. Fried cheezon sey parhaez karna chahiyie. Diet sada aur digestible ho.

    Mahwaari (menses) mein jism kay ander kuch khas qism kay glands secretion kharij kartey hain aur in ki wajah sey paseeney (sweat) sey halki smell aaney lagti hai. Jo na sirf apney aap ko bul kay doosron ko bhi buri lagti hai. Iss smell sey mehfooz rehney kay liye jism per perfumed powder ya phir body spray waghaera use kya ja sakta hai.

 
Precautions During Menses - Mahwaari Mein Ehtiyat
 
<< Next       Prev >>
149150151152153154155156157158159
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012